Zamino Zamaan Tumhare liye Naat Lyrics

Zamino Zamaan Tumhare liye Naat Lyrics Zamino Zamaan tumhare liye Makino Makan tumhare liye Chunino Chuna tumhare liye Bane do jahan tumhare liye Dahan me zuban tumhare liye Badan me hai Jaan tumhare liye Hum aye Yahan tumhare liye Uthe bhi Wahan tumhare liye Farishte Khidam Rasoole Hashm Tamame Umam Ghulame karam Wajoodo Adam Haduso … Read more

Zahe Izzato Aetala-E Muhammad

Zahe Izzato Aetala-E Muhammad Zahe Izzato Aetala-E Muhammad Ke Hai Arsh E Haq Zere Paa-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Makaa(n) Arsh Unka Falak Farsh Unka Malak Khaadimane Sara-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Khuda Ki Raza Chahte Hai Do Aalam Khuda Chahta Hai Raza-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Ajab Kya Agar Raham Farma … Read more

Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics

Haajiyon Aao Shahenshah ka Roza Dekho Naat Lyrics Hajiyo Aao Shahenshah ka Roza Dekho Kaba to dekh chuke Kabe ka Kaba dekho Rukn e Shami se miti wah’shate shame ghurbat Ab Madine ko chalo subhe dil aaraa dekho Aabe Zam-Zam to piyaa khub bujha-e piyase Aao jude Shahe Kowsar ka bi darya dekho Zayre Mizaab … Read more

Kya Hi Zauk Afza Shafa’at Hain Tumhari Wah Wah

Kya Hi Zauk Afza Shafa’at     Kya Hi Zauk Afza Shafa’at Hain Tumhari Wah Wah Karz Leti Hain Gunah Parhezgari Wah Wah Khama-E-Qudrat Ka Husn-E-Dastkaari Wah Wah Kya Hi Tasveer Apne Pyare Ki Sawaari Wah Wah Ashk Shab Bhar Intezar-E-Afwe Ummat Mein Bahe(n) Main Fida Chaand Aur Yu Akhtar Shumari Wah Wah Ungliya(n) Hain … Read more