Ramzan Ke Muqaddas Mahine Ke Baad Eid Ki Khushi Aur Barkaat Ka Ek Nihayat Pyara Bayan Is Kalam Mein Kiya Gaya Hai.
Roza Daaron Ke Liye Rab Ki Rahmat Aur Maghfirat Ka Ek Khoobsurat Paigham Is Manzoome Mein Shamil Hai.
Aaiye Is Pyari Aur Roohani Manqabat O Naat Ka Mutala Karke Apne Dilon Ko Rahmat E Ilaahi Se Sarshaar Karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Baad E Ramzan Eid Hoti Hai |
| Poet / Writer | Sa’im |
| Category | Eid Kalam |
| Naatkhawan / Reciter | Traditional |
Naat Lyrics in Roman
Baad-E-Ramzan Eid Hoti Hai
Rab Ki Rahmat Mazeed Hoti Hai
Jisko Aaqa Ki Deed Hoti Hai
Us Pe Qurban Eid Hoti Hai
Baad-E-Ramzan Eid Hoti Hai
Rab Ki Rahmat Mazeed Hoti Hai
Eid Tujhko Mubarak Ay Saa’im
Roza Daron Ki Eid Hoti Hai
Baad-E-Ramzan Eid Hoti Hai
Rab Ki Rahmat Mazeed Hoti Hai
Roza Daaron Ke Wasitey Wallah
Maghfirat Ki Naveed Hoti Hai
Baad-E-Ramzan Eid Hoti Hai
Rab Ki Rahmat Mazeed Hoti Hai
Be-Namazon Ki Roza Khoro(n) Ki
Koun Kahta Hai Eid Hoti Hai
Baad-E-Ramzan Eid Hoti Hai
Rab Ki Rahmat Mazeed Hoti Hai
Jisko Aaqa Madine Bulwayen
Us Musalma Ki Eid Hoti Hai
Baad-E-Ramzan Eid Hoti Hai
Rab Ki Rahmat Mazeed Hoti Hai
Mujhko Eidi Me Do Baqi Aaqa
Jaane Kab Meri Eid Hoti Hai
Baad-E-Ramzan Eid Hoti Hai
Rab Ki Rahmat Mazeed Hoti Hai
Naat Lyrics in Hindi
बाद-ए-रमज़ान ईद होती है
रब की रहमत मज़ीद होती है
जिसको आक़ा की दीद होती है
उस पे क़ुरबान ईद होती है
बाद-ए-रमज़ान ईद होती है
रब की रहमत मज़ीद होती है
ईद तुझको मुबारक ऐ साइम
रोज़ा दारों की ईद होती है
बाद-ए-रमज़ान ईद होती है
रब की रहमत मज़ीद होती है
रोज़ा दारों के वासिते वल्लाह
मग़फ़िरत की नवीद होती है
बाद-ए-रमज़ान ईद होती है
रब की रहमत मज़ीद होती है
बे-नमाज़ों की रोज़ा ख़ोरों की
कौन कहता है ईद होती है
बाद-ए-रमज़ान ईद होती है
रब की रहमत मज़ीद होती है
जिसको आक़ा मदीने बुलवायें
उस मुसलमां की ईद होती है
बाद-ए-रमज़ान ईद होती है
रब की रहमत मज़ीद होती है
मुझको ईदी में दो बक़ी आक़ा
जाने कब मेरी ईद होती है
बाद-ए-रमज़ान ईद होती है
रब की रहमत मज़ीद होती है
Naat Lyrics in Urdu
بعدِ رمضان عید ہوتی ہے
رب کی رحمت مزید ہوتی ہے
جسکو آقا کی دید ہوتی ہے
اس پہ قربان عید ہوتی ہے
بعدِ رمضان عید ہوتی ہے
رب کی رحمت مزید ہوتی ہے
عید تجھکو مبارک اے صائم
روزہ داروں کی عید ہوتی ہے
بعدِ رمضان عید ہوتی ہے
رب کی رحمت مزید ہوتی ہے
روزہ داروں کے واسطے واللہ
مغفرت کی نوید ہوتی ہے
بعدِ رمضان عید ہوتی ہے
رب کی رحمت مزید ہوتی ہے
بے نمازوں کی روزہ خوروں کی
کون کہتا ہے عید ہوتی ہے
بعدِ رمضان عید ہوتی ہے
رب کی رحمت مزید ہوتی ہے
جسکو آقا مدینے بلوائیں
اس مسلماں کی عید ہوتی ہے
بعدِ رمضان عید ہوتی ہے
رب کی رحمت مزید ہوتی ہے
مجھکو عیدی میں دو بقیع آقا
جانے کب میری عید ہوتی ہے
بعدِ رمضان عید ہوتی ہے
رب کی رحمت مزید ہوتی ہے