Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Yeh Ek Nihayat Hi Khoobsurat Aur Dilkash Naat-E-Rasool-E-Maqbool Hain Jo Ke Har Aashique-E-Rasool Ke Dil Ko Garma Deti Hai. Is Paak Aur Noori Kalam Ko Sun Kar Rooh Ko Bohat Sukoon Aur Itminan Hasil Hota Hai[1]. Aiye Is Pyare Aur Barkat Bhare Kalam Ke Lyrics Ko Dil Ki Gehrayion Se Mulahiza Farmayein.

Naat InformationDetails
Naat TitleBakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Poet / WriterUnknown
CategoryNaat / Qawwali Lyrics
Naatkhawan / ReciterSalim Sabri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko Lyrics In Roman

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Aa Bakhshi Hai Mere Rab Ne
Aa Kya Shaan Muhammad Ko Kya Shaan Muhammad Ko

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Aye Aashique Nabi Tawajjoh Kya Shaan Muhammad Ko
Mehboob Banaya Unhe Kursi Pe Bithaya

Mehboob Banaya Unhe Kursi Pe Bithaya
Sab Nabiyon Mein Khaaliq Ko Pasand Aaye Muhammad

Sab Nabiyon Ke Sar Par To Rakha Arsh Ka Saaya

Aur Arsh Ki Choti Pe Kadam Paye Muhammad

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Ye Rutba Hai Muhammad Ka Ye Paya Hai Muhammad Ka

Jitne Aashikane Rasool Hain Tawajjoh

Ye Rutba Hai Muhammad Ka Ye Paya Hai Muhammad Ka
Ye Rutba Hai Muhammad Ka Ye Paya Hai Muhammad Ka

Ye Rutba Hai Muhammad Ka Ye Paya Hai Muhammad Ka
Ye Rutba Hai Muhammad Ka Ye Paya Hai Muhammad Ka

Na Makkhi Jism Par Baithi Na Saaya Hai Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Nukte Ki Baat Kehta Hoon Nukte Se Aye Khuda

Nukte Ko Neeche Kar Do To Ho Jayega Juda

Nukta Nahi Hai Naam-E-Muhammad Mein Is Liye

Aur Koi Na Kar Sakega Khuda Se Unhe Juda

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko
Bakhshi Hai Mere Rab Ne Kya Shaan Muhammad Ko

Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko

Nabiyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko

Agarche Misre Pasand Aayein To Ba-Aawaz-E-Buland Subhan Allah Zaroor Kahein
Kyunki Makaan Se Niklo Makaan Se Niklo Rahe Haq Mein Jaan Dete Raho

Namazi Aayein Na Aayein Azan Dete Raho
Tumhare Sach Ki Gawahi Tumhein Hi Deni Hai

Khamoshi Acchi Nahi Hai Bayan Dete Raho Tawajjoh
Haan Mere Nabi Ke Sadqe Mein Nabiyon Ke Muqaddar Jaage

Mere Nabi Ke Sadqe Mein Nabiyon Ke Muqaddar Jaage

Ek Baat Aap Logon Ke Beech Mein Rakhna Chahta Hoon Main To Kuch Bhi Nahi
Khaaksar Hoon Ghulam Hoon Aap Logon Ka Lekin Hum Bade Khushnaseeb Hain

Ki Aaka Ki Ummat Mein Hain Bade Khushnaseeb Hain Hum Log
To Ye Baat Zam Kar Raha Hoon Nabiyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko

Lekin Kaise Tawajjoh De
Haan Mere Nabi Ke Sadqe Mein Nabiyon Ke Muqaddar Jaage

Mere Nabi Ke Sadqe Mein Nabiyon Ke Muqaddar Jaage
Sare Nabi Hain Peeche Peeche Aur Muhammad Aage

Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko
Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko

Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko
Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko

Ye Chand Aasman Mein Kehta Hai Sitaron Se

Aawaz Ye Aati Hai Waliyon Ke Mazaron Se
Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko

Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko
Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko

Waliyon Ka Banaya Hai Sultan Muhammad Ko
Mere Rasool-E-Pak Ki Azmat To Dekhiye

Mere Rasool-E-Pak Ki Azmat To Dekhiye
Mere Rasool-E-Pak Ki Azmat To Dekhiye

Mere Rasool-E-Pak Ki Azmat To Dekhiye
Khud Apna Banaya Hai Aa

Khud Apna Banaya Hai Mehman Muhammad Ko
Khud Apna Banaya Hai Mehman Muhammad Ko

Khud Apna Banaya Hai Mehman Muhammad Ko
Khud Apna Banaya Hai Mehman Muhammad Ko

Abu Bakr Umar Farooq Ye Kehte Hain Usmaan Bhi

Ye Kehte Hain Usmaan Bhi Kehte Hain Kehte Hain Ali Apna

Kehte Hain Ali Apna Imaan Muhammad Ko
Kehte Hain Ali Apna Imaan Muhammad Ko

Kehte Hain Ali Apna Imaan Muhammad Ko
Kehte Hain Ali Apna Imaan Muhammad Ko

Mera Imaan Hai Nabi Nabi
Mera Imaan Hai Nabi Nabi

Mera Imaan Hai Nabi Nabi
Mera Imaan Hai Nabi Nabi

Mera Imaan Hai Nabi Nabi
Shah-E-Ummat Pe Apni Fida Jaan Karenge

Shah-E-Ummat Pe Apni Fida Jaan Karenge
Aji Bole Husain Ghar Ka Ghar Qurban Karenge

Mera Imaan Hai Nabi Nabi
Mera Imaan Hai Nabi Nabi

Mera Imaan Hai Nabi Nabi
Mera Imaan Hai Nabi Nabi

Mera Imaan Hai Nabi Nabi
Ya

Leave a Comment