Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain


Sahaaba-E-Kiram Ridwanullahi Alayhim Ajma’een Ki Azmat, Bahadur Aur Bemisl Kirdar Par Likhi Gayi Yeh Ek Nihayat Hi Iman Afroz Manqabat Hai[1]. Is Barkat Bhare Kalam Mein Sahaaba Ki Shuja’at Aur Deen-E-Islam Ke Liye Unki Qurbaniyon Ko Behad Khubsurat Andaz Mein Bayan Kiya-Gaya-Hai. Aaiye Is Ruhani Kalam Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Mein Mulahiza Farmayein.

Naat InformationDetails
Naat TitleDarte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain
Poet / WriterUnknown
CategorySahaba Manqabat
Naatkhawan / ReciterYasir Soharwardi
Book NameBarkate Raza Naat Book

Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain Lyrics In Roman

Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain
Har Haal Mein Ladte Hain Wo Mere Sahaaba Hain

Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain
Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain

Raaton Ko Musalle Par Aur Din Ko Sar-E-Maidan
Dushman Se Nimatte Hain Wo Mere Sahaaba Hain

Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain
Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain

Is Aarzi Duniya Ko Khatir Mein Nahin Late
Uqba Ko Samajhte Hain Wo Mere Sahaaba Hain

Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain
Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain

Jo Rab Ki Mohabbat Mein Awwal Shab Ki Dulhan
Ko Chhod Ke Chalte Hain Wo Mere Sahaaba Hain

Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain
Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain

Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain Lyrics In Hindi

डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं
हर हाल में लड़ते हैं, वो मेरे सहाबा हैं

डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं
डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं

रातों को मुसल्ले पर और दिन को सर-ए-मैदान
दुश्मन से निमटते हैं, वो मेरे सहाबा हैं

डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं
डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं

इस आरज़ी दुनिया को ख़ातिर में नहीं लाते
उक़्बा को समझते हैं, वो मेरे सहाबा हैं

डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं
डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं

जो रब की मोहब्बत में अव्वल शब की दुल्हन
को छोड़ के चलते हैं, वो मेरे सहाबा हैं

डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं
डरते हैं न झुकते हैं, वो मेरे सहाबा हैं

Darte Hain Na Jhukte Hain Wo Mere Sahaaba Hain Lyrics In Urdu

ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں
ہر حال میں لڑتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں

ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں
ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں

راتوں کو مصلے پر اور دن کو سرِ میدان
دشمن سے نمٹتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں

ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں
ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں

اس عارضی دنیا کو خاطر میں نہیں لاتے
عقبیٰ کو سمجھتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں

ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں
ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں

جو رب کی محبت میں اول شب کی دلہن
کو چھوڑ کے چلتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں

ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں
ڈرتے ہیں نہ جھکتے ہیں وہ میرے صحابہ ہیں

Leave a Comment