Chaand Sitaaron Se Bad Kar Hai Zarra Gaus E Aazam Ka Ek Nihayat Hi Maqbool Aur Pyari Manqabat Hai Jo Huzoor Gaus-E-Azam Ki Shaan Mein Likhi Gayi Hai.
Is Kalam Ke Zariye Peeran-E-Peer Dastageer Ki Azmat Aur Ruhani Qudrat Ka Badi Khoobsurti Se Bayan Kiya Gaya Hai.
Aaiye Is Ruh Parwar Manqabat Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Mein Mulahiza Farmayein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Chaand Sitaaron Se Bad Kar Hai Zarra Gaus E Aazam Ka |
| Poet / Writer | Masood Noori Kashipuri |
| Category | Manqabat Ghaus-E-Azam |
| Naatkhawan / Reciter | Asad Iqbal & Others |
Chaand Sitaaron Se Bad Kar Hai Zarra Gaus E Aazam Ka Lyrics In Roman
Chaand Sitaaron Se Bad Kar Hai
Zarra Gaus E Aa’zam Ka
Saat Samandar Par Hai Bhaari
Qatra Gaus E Aa’zam Ka
Abdul Qaadir Ko Qaadir Ne
Aisi Qudrat Bakhshi Hai
Qabr Se Murda Uth Ke Lagaae
Naa’ra Gaus E Aa’zam Ka
Qasme N De Kar Khud Hi Khilaae
Abdul Qaadir Ko Qaadir
Marzi E Maula Ka Hota Hai
Luqma Gaus E Aa’zam Ka
Sattar Ghar Me N Kaise Pahunche
Jab Ye Samajhna Mushkil Tha
Pe D Ke Patto N Par Tab Dekha
Jalwa Gaus E Aa’zam Ka
Bole Farishte Is Ko Na Chhe Do
Ye Hai Sag E Gaus E Aa’zam
Dekho Gale Me N Is Ke Pa Da Hai
Patta Gaus E Aa’zam Ka
Baag E Hasan Ke Wo Hai N Gul E Tar
Jis Me N Husaini Khushboo Hai
Dono N Jaanib Se Milta Hai
Shajra Gaus E Aa’zam Ka
Jis Ka Khaao, Us Ka Gaao
Ham Ne Sabaq Ye Seekha Hai
Is Liye Sunni Hi Karte Hai N
Charcha Gaus E Aa’zam Ka
Qismat E Sunni Ka Kya Kahna
Qismat E Sunni Zindabaad
Qismat Waalo N Ko Milta Hai
Tuk Da Gaus E Aa’zam Ka
Chaand Sitaaron Se Bad Kar Hai Zarra Gaus E Aazam Ka Lyrics In Hindi
चाँद-सितारों से बढ़ कर है
ज़र्रा ग़ौस-ए-आज़म का
सात समंदर पर है भारी
क़तरा ग़ौस-ए-आज़म का
अब्दुल क़ादिर को क़ादिर ने
ऐसी क़ुदरत बख़्शी है
क़ब्र से मुर्दा उठ के लगाए
नारा ग़ौस-ए-आज़म का
क़स्में दे कर ख़ुद ही खिलाए
अब्दुल क़ादिर को क़ादिर
मर्ज़ी-ए-मौला का होता है
लुक़मा ग़ौस-ए-आज़म का
सत्तर घर में कैसे पहुँचे
जब ये समझना मुश्किल था
पेड़ के पत्तों पर तब देखा
जल्वा ग़ौस-ए-आज़म का
बोले फ़रिश्ते इस को न छेड़ो
ये है सग-ए-ग़ौस-ए-आज़म
देखो गले में इस के पड़ा है
पट्टा ग़ौस-ए-आज़म का
बाग़-ए-हसन के वो हैं गुल-ए-तर
जिस में हुसैनी ख़ुश्बू है
दोनों जानिब से मिलता है
शजरा ग़ौस-ए-आज़म का
जिस का खाओ, उस का गाओ
हम ने सबक़ ये सीखा है
इस लिए सुन्नी ही करते हैं
चर्चा ग़ौस-ए-आज़म का
क़िस्मत-ए-सुन्नी का क्या कहना
क़िस्मत-ए-सुन्नी ज़िंदाबाद
क़िस्मत वालों को मिलता है
टुकड़ा ग़ौस-ए-आज़म का
Chaand Sitaaron Se Bad Kar Hai Zarra Gaus E Aazam Ka Lyrics In Urdu
چاند ستاروں سے بڑھ کر ہے
ذرہ غوثِ اعظم کا
سات سمندر پر ہے بھاری
قطرہ غوثِ اعظم کا
عبدالقادر کو قادر نے
ایسی قدرت بخشی ہے
قبر سے مردہ اٹھ کے لگائے
نعرہ غوثِ اعظم کا
قسمیں دے کر خود ہی کھلائے
عبدالقادر کو قادر
مرضیِ مولیٰ کا ہوتا ہے
لقمہ غوثِ اعظم کا
ستر گھر میں کیسے پہنچے
جب یہ سمجھنا مشکل تھا
پیڑ کے پتوں پر تب دیکھا
جلوہ غوثِ اعظم کا
بولے فرشتے اس کو نہ چھیڑو
یہ ہے سگِ غوثِ اعظم
دیکھو گلے میں اس کے پڑا ہے
پٹا غوثِ اعظم کا
باغِ حسن کے وہ ہیں گلِ تر
جس میں حسینی خوشبو ہے
دونوں جانب سے ملتا ہے
شجرہ غوثِ اعظم کا
جس کا کھاؤ، اس کا گاؤ
ہم نے سبق یہ سیکھا ہے
اس لیے سنی ہی کرتے ہیں
چرچا غوثِ اعظم کا
قسمتِ سنی کا کیا کہنا
قسمتِ سنی زندہ باد
قسمت والوں کو ملتا ہے
ٹکڑا غوثِ اعظم کا