Yeh azeem aur khoobsoorat naat shareef dilon mein ishq e rasool ko bedaar karne ka ek behtareen zariya hai. Is muqaddas kalaam ko parh kar rooh ko ajeeb sukoon aur roohaniyat ka anmol ahsaas milta hai. Aaiye is pyari naat e paak ko sachi aqeedat aur mohabbat ke sath parhein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Chand Ne Bhi Apna Seena Cheer Dala |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Naat |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Chand Ne Bhi Apna Seena Cheer Dala Lyrics In Roman
Chand Ne Bhi Apna Seena Cheer Dala Ek Din
Paak Angusht E Risalat Ka Ishara Dekh Kar
Nazdiyon Se Paak Hoga Shahar E Makka Ek Din
Ya Rasoolallah Ka Naara Lagega Ek Din
Gar Khuda E Paak Ne Chaaha To Unke Naam Ka
Ham Karenge Khuld Ke Andar Bhi Jalsa Ek Din
Aaj Le Unki Madad Un Par Durood E Paak Bhej
Warna Pachhtayega Nazdi Dekh Lena Ek Din
Jiska Chehra Dekhne Ke Baad Ham Karte Hain Eid
Ban Gaya Hai Wo Bhi Aaqa Ka Khilona Ek Din
Chand Ne Bhi Apna Seena Cheer Dala Lyrics In Hindi
चांद ने भी अपना सीना चीर डाला एक दिन
पाक अंगुशते रिसालत का इशारा देख के
नज़दियों से पाक होगा शहर ए मक्का एक दिन
या रसूलअल्लाह का नारा लगेगा एक दिन
गर ख़ुदा ए पाक ने चाहा तो उनके नाम का
हम करेंगे खुल्द के अन्दर भी जलसा एक दिन
आज ले उनकी मदद उन पर दुरुद ए पाक भेज
वरना पछतायेगा नज़्दी देख लेना एक दिन
जिसका चेहरा देखने के बाद हम करते हैं ईद
बन गया है वो भी आक़ा का खिलौना एक दिन
Chand Ne Bhi Apna Seena Cheer Dala Lyrics In Urdu
چاند نے بھی اپنا سینہ چیر ڈالا ایک دن
پاک انگشتِ رسالت کا اشارہ دیکھ کر
نجدیوں سے پاک ہوگا شہرِ مکہ ایک دن
یا رسول اللہ کا نعرہ لگے گا ایک دن
گر خدائے پاک نے چاہا تو ان کے نام کا
ہم کریں گے خلد کے اندر بھی جلسہ ایک دن
آج لے ان کی مدد ان پر درودِ پاک بھیج
ورنہ پچھتائے گا نجدی دیکھ لینا ایک دن
جس کا چہرہ دیکھنے کے بعد ہم کرتے ہیں عید
بن گیا ہے وہ بھی آقا کا کھلونا ایک دن