Hazrat Mohammad ﷺ Ki Shaan-E-Aqdas Mein Parha Jane Wala Yeh Intehai Roohani Aur Haseen Kalam Dilo Ko Tazgi Aur Noor Bakhshta Hai.
Is Barkat Bhari Tehreer Mein Pyare Aaqa ﷺ Ki Sadgi, Sakhawat Aur Be-Misaal Akhlaq Ka Nihayat Hi Khubsoorat Aur Dilsoz Zikr Kiya Gaya Hai.
Aiye Is Muqaddas Kalam Ko Dil Ke Adab Aur Aqeedat Se Parhein Aur Shaan-E-Mustafa ﷺ Ki Barkatain Hasil Karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Darood-O-Salam Us Par |
| Poet / Writer | Mahirul Qadri |
| Category | Naat E Rasool |
| Naatkhawan / Reciter | Asad Raza Attari |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Darood-O-Salam Us Par Lyrics In Roman
Darood-O-Salam Us Par
Darood-O-Salam Us Par
Jis Ne Bekas’So Ki
Dastagiri Ki,
Darood-O-Salam Us Par
Jis Ne Badshahi Mein
Faqeeri Ki,
Darood-O-Salam Us Par
Israr-E-Mohab’Bat Jis Ne
Sikhlaye,
Darood-O-Salam Us Par
Jis Ne Zakham Kha Ke
Phool Barsaye,
Darood-O-Salam Us Par
Keh Jis Ka Zikar Hai Sary
Sahaif Mein,
Darood-O-Salam Us Par
Jo Majrooh Huwa Bazar-
E-Taif Mein,
Darood-O-Salam Us Par
Watan Ke Log Jis Ko
Tang Karte Thay,
Darood-O-Salam Us Par
Keh Ghar Wale Jis Se
Jang Karte Thay,
Darood-O-Salam Us Par
Jis Ke Ghar Mein Chandi
Thi Na Sona Tha,
Darood-O-Salam Us Par
Keh Toota Jis Ka
Bechona Tha,
Darood-O-Salam Us Par
Jo Sachai Ke Liye Dukh
Uthata Tha,
Darood-O-Salam Us Par
Jo Bhooka Reh Kar
Auro’N Ko Khilata Tha,
Darood-O-Salam Us Par
Jis Ne Fazl Ke Moti
Bekhairy Hain,
Darood-O-Salam Us Par
Bur’Ro Ke Jis Ne Kaha Yeh
Mere Hain..
Darood-O-Salam Us Par Lyrics In Hindi
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
जिस ने बेकसों की
दस्तगीरी की,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
जिस ने बादशाही में
फ़क़ीरी की,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
इसरार-ए-मोहब्बत जिस ने
सिखलाए,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
जिस ने ज़ख़्म खा के
फूल बरसाए,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
कह जिस का ज़िक्र है सारे
सहाइफ़ में,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
जो मज्रूह हुआ बाज़ार-
ए-ताइफ़ में,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
वतन के लोग जिस को
तंग करते थे,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
कह घर वाले जिस से
जंग करते थे,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
जिस के घर में चांदी
थी न सोना था,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
कह टूटा जिस का
बिछौना था,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
जो सच्चाई के लिए दुख
उठाता था,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
जो भूखा रह कर
औरों को खिलाता था,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
जिस ने फ़ज़्ल के मोती
बिखेरे हैं,
दुरूद-ओ-सलाम उस पर
बुरों को जिस ने कहा यह
मेरे हैं..
Darood-O-Salam Us Par Lyrics In Urdu
درود و سلام اس پر
درود و سلام اس پر
جس نے بے کسوں کی
دستگیری کی،
درود و سلام اس پر
جس نے بادشاہی میں
فقیری کی،
درود و سلام اس پر
اسرارِ محبت جس نے
سکھلائے،
درود و سلام اس پر
جس نے زخم کھا کے
پھول برسائے،
درود و سلام اس پر
کہ جس کا ذکر ہے سارے
صحائف میں،
درود و سلام اس پر
جو مجروح ہوا بازارِ
طائف میں،
درود و سلام اس پر
وطن کے لوگ جس کو
تنگ کرتے تھے،
درود و سلام اس پر
کہ گھر والے جس سے
جنگ کرتے تھے،
درود و سلام اس پر
جس کے گھر میں چاندی
تھی نہ سونا تھا،
درود و سلام اس پر
کہ ٹوٹا جس کا
بچھونا تھا،
درود و سلام اس پر
جو سچائی کے لیے دکھ
اٹھاتا تھا،
درود و سلام اس پر
جو بھوکا رہ کر
اوروں کو کھلاتا تھا،
درود و سلام اس پر
جس نے فضل کے موتی
بکھیرے ہیں،
درود و سلام اس پر
بروں کو جس نے کہا یہ
میرے ہیں۔۔