Di Hazrate Bilal Ne Kabe Se Jab Sada Lyrics

Di Hazrate Bilal Ne Kabe Se Jab Sada Lyrics

 

 

Dee Hazrath e Bilal ne Kabe se jab sada – Naat Lyrics
Dee Hazrath e Bilal ne Kabe se jab sada
Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah
Irshade Kibriya hai yeh Farmane Mustafa
Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah

Paida huwe Rasool to Rehmat baras padhi
Thi Arsh se zameen talak Noor ki jhadi
Daee Haleema Goud me lekar jo chal padhi
Beeamar oonthni me ajab jaan padh gayee
Baade saba ne jhoom ke kanaun me yoon kaha
Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah

Arshe Baree par Rab ne Bulaya Huzoor ko
Jibraeel aye aur Jagaya Huzoor ko
Haq ki raza ka jaam peelaya Huzoor ko
Chalne lage to Rab ne bataya Huzoor ko
Ummat se jaake kehna yehi tohfa hai mila
Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah

Islam ke Alam ko uthaya Hussain ne
Baatil ke agay sar na jhukaya Hussain
kya cheez hai Namaaz bataya Hussain ne
Sajde me Apne sar ko kataya Hussain ne
Yeh dashte se abhi atee sadaa
Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah

Dadhi tamam Nabiyaun ki Sunnat hai momino
Islam ka sha’ar hai Rehamt hai momino
Sarkar ki Ghulami ki nisbat hai momino
Sunnnat par jo chala use jannat hai momino
Jannat me bhi mile ga hamay khurbe Mustafa
Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah

Meraj Roohe ahle baseerat Namaaz hai
Afzal tareen shughul sa’adat Namaaz hai
Mere Nabi ki Aankhaun ki Thandak Namaaz hai
Momin ke waaste to Shahadat Namaaz hai
Yeh hai kaleeme mazhare altafe kibriya
Haiya Alas Salah Haiya Alah Falah

 

Haiyya alas salaah haiyya alas salaah naat

Haiyya alas salaah haiyya alas salaah naat

 

इंग्लिश लिरिक्स के लिये नीचे स्क्राल करें

 

ह़य्-य अ़लस्सलाह ह़य्-य अ़लस्सलाह

दी हज़रते बिलाल ने काबे से जब सदा
ह़य्-य अ़लस्सलाह ह़य्-य अ़लस्सलाह

 

इरशादे किबरिया है यह फरमाने मुस्तफा
ह़य्-य अ़लस्सलाह ह़य्-य अ़लस्सलाह

 

पैदा हुए रसूल तो रहमत बरस पड़ी
थी आसमां से फर्श तलक नूर की झड़ी
दाई हलीमा गोद में लेकर जो चल पड़ीं
बीमार ऊँटनी में अजब जान पड़ गई
बादे सबा ने झूम के कानों में यूं कहा
ह़य्-य अ़लस्सलाह ह़य्-य अ़लस्सलाह

 

अर्शे बरीं पे रब ने बुलाया हुज़ूर को
जिबरील आए और जगाया हुज़ूर को
हक़ की रज़ा का जाम पिलाया हुज़ूर को
चलने लगे तो रब ने बुलाया हुज़ूर को
उम्मत से जाके कहना यही तोहफा है मिला
ह़य्-य अ़लस्सलाह ह़य्-य अ़लस्सलाह

 

इस्लाम के अ़लम को उठाया हुसैन ने
बातिल के आगे सर ना झुकाया हुसैन ने
क्या चीज़ है नमाज़ बताया हुसैन ने
सज्दे में अपने सर को कटाया हुसैन ने
ये दश्ते करबला से यही आती है सदा
ह़य्-य अ़लस्सलाह ह़य्-य अ़लस्सलाह

 

दाड़ी तमाम नबियों की सुन्नत है मोमिनों
इस्लाम का शेआ़र है रहमत है मोमिनों
सरकार की गुलामी की निस्बत है मोमिनों
सुन्नत पे जो चला उसे जन्नत है मोमिनों
जन्नत में भी मिलेगा तुम्हें क़ुर्बे मुस्तफा
ह़य्-य अ़लस्सलाह ह़य्-य अ़लस्सलाह

 

मेअ़्रराजे रुहे अहले बसीरत नमाज़ है
अफ़ज़ल तरीन शुग़्ले सआ़दत नमाज़ है
मेरे नबी की आँखों की ठंडक नमाज़ है
मोमिन के बास्ते तो अ़लामत नमाज़ है
यह है हकीम मज़हरे अलताफे किबरिया
ह़य्-य अ़लस्सलाह ह़य्-य अ़लस्सलाह

 

Haiya alas salaah, haiya alas salaah

Di hazrate bilaal ne kaabe se jab sada
Haiya alas salaah, haiya alas salaah

 

Irshade kibriya hai ye farmaane mustafa
Haiyya alas salaah, haiyya alal salaah

 

Paida hue rasool to rehmat baras padi
Thi aasma se farsh talak noor ki jhadi

 

Daai haleema goud me lekar jo chal padi.n
Beemar ootni me ajab jaan pad gayi

 

Baade saba ne jhoom ke kaano me yun kaha
Haiya alas salaah, haiya alas salaah

 

Arshe barin pe rab ne bulaya huzoor ko
Jibraeel aaye aur jagaya huzoor ko

 

Haq ki raza ka jaam pilaya huzoor ko
Chalne leage too rab ne bataya huzoor ko

 

Ummat se jaake kehna yehi tohfa hai mila
Haiya alas salaah, haiya alas salaah

 

Islam ke alam ko uthaya hussain ne
Baatil ke aage sar na jhukaya hussain

 

Kya cheez hai namaaz bataya hussain ne
Sajde me apne sar ko kataya hussain ne

 

Ye Dashtay karbala se abhi aati hai sadaa
Haiya alas salaah, haiya alas salaah

 

Daari tamaam nabiyon ki sunnat hai momino
Islam Ka She’aar hai rehmat hai momino

 

Sarkar ki gulaami ki nisbat hai momino
Sunnat pe jo chala use jannat hai momino

 

Jannat mai bhi milega hume qurbe mustafa
Haiya alas salaah, haiya alas salaah

 

Meraj rooh-e-ahle Basirat namaaz hai
Afzal tareen Shugi-e-Sa’aadat namaaz hai

 

Mere nabi ki aankho ki thandak namaaz hai
Momin ke waaste to alamat namaaz hai

 

Yeh hai hakeem mazhar-e altaaf-e kibriya
Haiya alas salaah, haiya alas salaah

 

Haiyya alas salaah, haiyya alas salaah lyrics hindi

Sharing Is Caring:

Leave a Comment