Huzoor Alayhis Salam Ke Darbaar Ki Haazri Aur Deedaar Ki Tadap Par Likha Gaya Yeh Ek Behad Khubsurat Aur Ruhani Kalam Hai. Is Kalam Mein Ashiq-E-Rasool Ke Dil Ki Bechaini Aur Madina E Munawwara Jane Ki Hasrat Ko Intehayi Dilkash Andaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Barkat Bhare Kalam Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Mein Mulahiza Farmayein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Dekh Lun Unka Darbaar Nazdeek Se |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Urdu Naat / Manqabat |
| Naatkhawan / Reciter | Al-Haj Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Dekh Lun Unka Darbaar Nazdeek Se Lyrics In Roman
Jindagi Mein Khuda Wo Ghadi Kar Ata
Dekh Lun Unka Darbaar Nazdeek Se
Jisko Dekhe Bina Meine Dil De Diya
Mein Karun Uska Deedaar Nazdeek Se
Aalahazrat Ne Likha Hai Aisa Salam
Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam
Shamm E Bazme Hedayat Pe Lakhon Salam
Padhne Wale Padhen Jitney Hi Door Se
Sunte Hain Mere Sarkaar Nazdeek Se
Dekh Lun Unka Darbaar Nazdeek Se
Karbala Me Bataya Hai Ye Asgar Ali
Hai Mere Jism Me Khoon E Hazrat Ali
Teer Jalim Dikhata Hai Kiun Door Se
Dam Agar Hai To Kar Waar Nazdeek Se
Sunle Hassan Hai Ye Aqidah Mera
Jab Mujahid Sa Ek Nakhuda Mil Gaya
Zeest Me Lakhon Tufaan Aaye To Kya
Karte Hain Wo Hume Paar Nazdeek Se
Dekh Lun Unka Darbaar Nazdeek Se Lyrics In Hindi
ज़िन्दगी में ख़ुदा वो घड़ी कर अता
देख लूं उनका दरबार नज़दीक से
जिसको देखे बिना मैंने दिल दे दिया
मैं करूं उनका दीदार नज़दीक से
आलाहज़रत ने लिखा है ऐसा सलाम
मुस्तफ़ा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम
शम-ए-बज़्म-ए-हिदायत पे लाखों सलाम
पढ़ने वाले पढ़ें जितने ही दूर से
सुनते हैं मेरे सरकार नज़दीक से
देख लूं उनका दरबार नज़दीक से
कर्बला में बताया है ये असग़र अली
है मेरे जिस्म में ख़ून-ए-हज़रत अली
तीर ज़ालिम दिखाता है क्यूं दूर से
दम अगर है तो कर वार नज़दीक से
सुनले हसन है ये अक़ीदा मेरा
जब मुजाहिद सा एक नाख़ुदा मिल गया
ज़ीस्त में लाखों तूफ़ान आये तो क्या
करते हैं वो हमें पार नज़दीक से
Dekh Lun Unka Darbaar Nazdeek Se Lyrics In Urdu
زندگی میں خدا وہ گھڑی کر عطا
دیکھ لوں ان کا دربار نزدیک سے
جس کو دیکھے بنا میں نے دل دے دیا
میں کروں ان کا دیدار نزدیک سے
اعلیٰ حضرت نے لکھا ہے ایسا سلام
مصطفیٰ جانِ رحمت پہ لاکھوں سلام
شمعِ بزمِ ہدایت پہ لاکھوں سلام
پڑھنے والے پڑھیں جتنے ہی دور سے
سنتے ہیں میرے سرکار نزدیک سے
دیکھ لوں ان کا دربار نزدیک سے
کربلا میں بتایا ہے یہ اصغر علی
ہے میرے جسم میں خونِ حضرت علی
تیر ظالم دکھاتا ہے کیوں دور سے
دم اگر ہے تو کر وار نزدیک سے
سن لے حسن ہے یہ عقیدہ میرا
جب مجاہد سا ایک ناخدا مل گیا
زیست میں لاکھوں طوفان آئے تو کیا
کرتے ہیں وہ ہمیں پار نزدیک سے