Hazrat Habibullah Faizi Ka Likhha Aur Padha Hua Yeh Ek Nihayat Hi Khoobsurat Kalam E Manqabat E Hindal Wali Hai.
Is Pyare Kalam Me Sultan-Ul-Hind Hazrat Khwaja Gharib Nawaz Ki Shaan Aur Karamat Ka Bohat Hi Dilkash Zikr Kiya Gaya Hai.
Aaiye Is Barkat-Bhare Aur Ruhani Manqabat Ka Adab Ke Saath Mutala Karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Gham Ke Maron Ke Liye Hain Ik Dawa Hindal Wali |
| Poet / Writer | Habibullah Faizi |
| Category | Manqabat E Khwaja Garib Nawaz |
| Naatkhawan / Reciter | Habibullah Faizi |
| Book Name | Unknown |
Gham Ke Maron Ke Liye Hain Ik Dawa Hindal Wali Lyrics In Roman
Gham Ke Maron Ke Liye Hain Ik Dawa Hindal Wali
Kyun Ke Hain Shahzada-E-Shere Khuda Hindal Wali
Aap Hain Seyad, Khuda Se Ye Dua Kar Dijiye
Khatm Ho Jaye Karona Ki Bawa Hindal Wali
Aap Ke Nana Rasool E Mujtaba Khairul Wara
Aap Ki Nani Khadija, Ayesha Hindal Wali
Inshallah Surkh-Roo Hoga Ba-Roze Hashr Wo
Jisne – Jisne Aap Ka Jalsa Kiya Hindal Kiya
Aap Ke Darbar Me Hadiya Liye Ash’Aar Ka
Ye Habibullah Faizi Aa Gaya Hindal Wali
Gham Ke Maron Ke Liye Hain Ik Dawa Hindal Wali Lyrics In Hindi
ग़म के मारों के लिए हैं इक दवा हिन्दल वली
क्योंकि हैं शहज़ादा-ए-शेरे ख़ुदा हिन्दल वली
आप हैं सैय्यद, ख़ुदा से ये दुआ कर दीजिए
खत्म हो जाए करोना की बवा हिन्दल वली
आपके नाना रसूले मुज्तबा ख़ैरुल-वरा
आपकी नानी खदीजा, आयशा हिन्दल वली
इंशाअल्लाह सुर्ख़-रु होगा ब-रोज़े हश्र वो
जिसने-जिसने आपका जलसा किया हिन्दल वली
आप के दरबार में हदिया लिए अश’आर का
ये हबीबुल्लाह फ़ैज़ी आ गया हिन्दल वली
Gham Ke Maron Ke Liye Hain Ik Dawa Hindal Wali Lyrics In Urdu
غم کے ماروں کے لیے ہے اک دوا ہند الولی
کیوں کہ ہیں شہزادہِ شیرِ خدا ہند الولی
آپ ہیں سید، خدا سے یہ دعا کر دیجیے
ختم ہو جائے کرونا کی وبا ہند الولی
آپ کے نانا رسولِ مجتبیٰ خیر الوریٰ
آپ کی نانی خدیجہ، عائشہ ہند الولی
انشاء اللہ سرخرو ہوگا بروزِ حشر وہ
جس نے، جس نے آپ کا جلسہ کیا ہند الولی
آپ کے دربار میں ہدیہ لیے اشعار کا
یہ حبیب اللہ فیضی آ گیا ہند الولی