Good Morning Quotes
Here are 100 good morning quotes to help start your day off right:
- “Today is a new day. Don’t let yesterday’s disappointments overshadow today’s blessings.”
- “Every morning we are born again. What we do today matters most.”
- “Good morning! This is not just another day, this is yet another chance to make your dreams come true.”
- “Wake up with determination. Go to bed with satisfaction.”
- “Each morning is a blank canvas. It’s up to you to paint a beautiful picture on it.”
- “Today is a new day. A new opportunity. A new chance to live your life to the fullest. Make the most of it.”
- “The sun is up, the sky is blue, it’s beautiful and so are you.”
- “Mornings are the loneliest part of the day because that is when I need you the most to give me warm hugs and cute cuddles. Good morning my love.”
- “Start your day with a smile and a positive attitude. Everything else will fall into place.”
- “A new day brings new thoughts and opportunities. Embrace it with an open mind and make the most of it.”
- “Every morning is a chance to turn over a new leaf. Make today a great day.”
- “Today is a gift. That’s why it’s called the present.”
- “Every morning is a chance to make your life better.”
- “The best way to start the day is with a smile and a positive attitude.”
- “A good morning is the best guarantee for a good day.”
- “Don’t let yesterday take up too much of today.”
- “Wake up and face the day with courage and determination. You got this.”
- “Today is a new beginning. Embrace it with open arms and make the most of it.”
- “Each morning we are given a chance to make a new start. Let’s make the most of it.”
- “Good morning! Remember that every day is a new opportunity to be your best self.”
- “The only way to do great work is to love what you do. If you haven’t found it yet, keep looking. Don’t settle. As with all matters of the heart, you’ll know when you find it.”
- “The greatest inspiration you can ever get is to know that you are an inspiration to others. Wake up and start living an inspirational life today.”
- “The future is something which everyone reaches at the rate of sixty minutes an hour, whatever he does, whoever he is.”
- “Today’s goals: Coffee and kindness. Maybe two coffees, and then kindness.”
- “The way I see it, every day is a new opportunity to improve, to be better, to be the best I can be. Yesterday is gone and tomorrow may never come, so I will focus on today and make it count.”
- “This morning, take a moment to appreciate the beauty that surrounds you. Be grateful for the life you have been given and the endless possibilities that lie ahead.”
- “I wake up every morning with the option of being anyone I wish. Today, I choose to be happy and grateful.”
- “Every morning is a new opportunity to change your life. Seize it and make the most of it.”
- “Today is a new day. A day
- “I wake up every morning with the option of being anyone I wish. Today, I choose to be grateful.”
- “Today is a new beginning. Embrace it with open arms and make the most of it.”
- “The morning is a great opportunity to improve yourself and make your life better. Seize the day and make it count.”
- “Every morning is a new chance to make the most of your day. Don’t let it slip by.”
- “Today is a new day filled with endless possibilities. Embrace it and make the most of it.”
- “Start your day with a positive attitude and a smile. The world is your oyster, go out and make the most of it.”
- “Wake up every morning with the thought that something wonderful is about to happen.”
- “Each day is a new chance to achieve your goals and make your dreams a reality. Embrace it with open arms.”
- “The best way to start your day is with a smile and a positive attitude. Everything else will fall into place.”
- “Today is a new day filled with endless opportunities. Seize them and make the most of them.”
- “Every morning is a chance to start anew and make your life better. Take the opportunity and run with it.”
- “The morning is a great time to set your intentions for the day and focus on what you want to achieve. Make the most of it.”
- “Today is a new day filled with endless possibilities. Embrace it and make it a great one.”
- “Start your day off on the right foot and the rest will follow. Make the most of every opportunity that comes your way.”
- “Every morning is a chance to turn over a new leaf and make your life better. Take the opportunity and run with it.”
- “The morning is a great time to focus on what you want to achieve and make a plan to make it happen. Go out and make the most of it.”
- “Today is a new day filled with endless opportunities. Embrace them and make the most of them.”
- “Start your day with a smile and a positive attitude. The rest will fall into place.”
- “Every morning is a chance to start fresh and make your life better. Take the opportunity and run with it.”
- “The morning is a great time to set your intentions for the day and focus on what you want to achieve. Go out and make it happen.”
- “Today is a new day filled with endless opportunities. Embrace them and make the most of them.”
- “Start your day off on the right foot and the rest will follow. Make the most of every opportunity that comes your way.”
- “Every morning is a chance to turn over a new leaf and make your life better. Take the opportunity and run with it.”
- “The morning is a great time to focus on what you want to achieve and make a plan to make it happen. Go out and make the most of it.”
- “Today is a new day filled with endless opportunities. Embrace them and make the most of them.”
- “Start your day with a smile and a positive attitude. The rest will fall into place.”
- “Every morning is a chance to start fresh and make your life better. Take the opportunity and run with it
Here is the final good morning quote to complete the list of 101:
- “The morning is a great time to set your intentions for the day and focus on what you want to achieve. Go out and make it a great day.”















































































Ramzan Rooh Ko Paak Karta Hai :
Hazrate Allama Sufi (Rehmatullah Alayh) Farmate Hai, “Rajjab ‘Beech Boney’, Shabaan ‘Kapashi Ka’ Aur Ramzan ‘Fasal Katnay Ka’ Mahina Hai. Isliye Jo Rajjab Me Ibadat Ka Beej (Seeds) Nahi Dalta, Shabaan Me Aansuo Se Seraab Nahi Karta Tou Woh Ramzan Me Fasale-e-Rehmat Kaise Katega?.
Rajjab Jism Ko, Shabaan Dil Ko Aur Ramzan Rooh Ko Paak Karta Hai”.
– (Nizla Tul Majalis J1 P155)
Gunaaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki :
Hazrate Ali (Radi Allahu Anhu) Farmate Hai –
‘Gunaho Se Taubah Ka Faida Ye Hai Ki Sazaa Se Najat Milti Hai,
Buri Aadato Se Paak Hone Ka Faida Ye Hai Ki Jannat Aur Usme Unche Darjat Milte Hai.
Mehboob (Huzoor) Ki Khushi Ke Sath Nazdiki Ka Faida Ye Hai Ki
Khusi Ke Sath Allah Ta’ala Ke Didar Ki KhushKhabri Milti Hai,
Farshito Ki Ziyarat Ka Mauka Milta Hai, Buzurgi Me Barkat Hoti Hai”
– (Tohfa-e-Najat, Part-9 Page-87)
Behtarin Dost Woh Hai :
Behtarin Dost Woh Hai Jiska Dekhna Tumhe Allah Ki Yaad Dila De, Jiski Guftagu Ilm Me Ezafa Kare, Aur Jiska Har Amaal Aakhirat Ki Yaad Dilaye.
Qaul Mubarak : Matlabi Dost Koyle Jaisa Hota Hai, Jab Koyla Garam Hota Hai Tou
Hath Jala Deta Hai Aur Jab Thanda Hota Hai Tou Hath Kaale Ker Deta Hai.
– Hazrate Ali (Radi Allahu Anhu)
Qaul Mubarak : Sab Se Zyada Kamzor Aadmi Wo Hai, Jo Dost Ko Hasil Kerne Me Nakaam Ho.
Aur Uss Se Bhi Zyada Kamzor Wo Hai Jo Hath Aaye Dost Ko Ganwa De..!!
– Hazrate Ali (Radi Allahu Anhu)
Qaul Mubarak : Dost Ki Dosti Tumhen Ye Ikhtiyar Nahin Deti Ke,
Tum Apne Doston Ko Burey Lafzon (Alqaab)Se Bulaao Ya Yaad Karo.
– Hazrate Jalaluddin Roomi (Radi Allahu Anhu)
Sawaab Ke Haqdaar Koun Hai ?
Mufti Ahmad Yaar Khan(Alaihir Rahma) Farmatey Hai, “Neki Karne Wala, Karane Wala, Bataney Wala, Aur Mashwara Dene Wala Sab Sawaab Ke Haqdaar Hain”.
– (Mira’at, J#01/Pg#194)
Mai Jannat Ke Shouq Me Ibadat Nahi Karta :
Mai Jannat Ke Shouq Me Ibadat Nahi Karta Ke Yeh Ibadat Nahi Tijarat Hai.
Mai Dozakh Ke Khauf Se Ibadat Nahin Karta Ke Ye Ibadat Nahi Ghulami Hai.
Mai Ibadat Sirf Iss Liye Karta Hon Ke Mera RAB Ibadat Ke Layaq Hai.
– Hazrate Ali (Radi Allahu Anhu)
Qaul Mubarak : Zindagi Saadi Aur Mukhtasar Honi Chahiye Warna Qayamat Ke Din Hisaab Me Badi Pareshani Hogi.
– Hazrate Abu Bakr Siddiq-e-Akbar (Radi’Allahu Anhu)
Qaul Mubarak : Dozakh Ke Dar Se Sajda Na Kar, Jannat Ki Lalach Me Neki Mat Kar, Jis Me Rab Raazi Ho Woh Amal Kar.
– Hazrate Abu Bakr Siddiq-e-Akbar (Radi’Allahu Anhu)
– Hazrate Abu Bakr Siddiq-e-Akbar (Radi’Allahu Anhu)
Qabliat Aur Kirdaar Saath Saath Chalte Hai :
Qabliat Aur Kirdaar Zindgi Me Saath Saath Chalte Hain,
Qabliat Aap Ko Bulandi Tak Pohnchati Hai, Jab Ke Acha Kirdar Aap Ko Hamesha Buland Rakhta Hai.
– Hazrate Imam Jalaluddin Suyuti (Rehmatullah Alayh)
Beparda Aurat Par Sakht Azaab :
Un Auraton Par Jahannam Me Sakht Kode Mare Jayenge Jo Kapda Pehne Huye Bhi(Khula Jism) Barhana Nazar Aati Hain.
– (Muslim Sharif)
Mas’Ala : Aise Barik Kapde Ka Paijamah Jis Se Raan Ya Sitr Ka Koi Hissa Chamakta Ho Uss Kapde Ko Pehn’na Haraam Hain.
– (Bahare Shariat)
Sabak : Lihaza Aurte Aise Kapdo Se Parhez Karo Jis Se Jism Ka Ek Bhi Hissa Nazar Aane Lage. Aur Jis Se Namehram Ki Nazar Mayil(Attract) Hone Lage.
Kya Insan Per Auliya Allah Ki Sawaari Aa Sakti Hai ?
Sawaal : Mashoor Hai, Baaz Jagah Mard Ya Aurat Per Shaheed Ya Wali-Allah Ki “Sawaari” Aati Hai Iski Sharae Haisiyat Kya Hai ?
Jawab : Baaz Auqat Tou Yeh Nira Dhong Hota Hai Jo Ke Sasti Shohrat Ke Bhuke Mard-Wa-Aurat Aawam Ko Apni Taraf Mutawajja Karne Aur Bheerh Jamane Ke Liye Aisa Karte Hain Aur Basa Auqat Yeh Shareer Jinnat Hote Hain Jo Ke Kisi Insan Per Ghalba Pa Kar Aisi Batain Karte Hain.
Aala Hazrat Imaam-e-Ahle Sunnat Maulana Shah Imaam Ahmed Raza Khan (Rehmatullah Alaih) Farmate Hain:“Yeh (Ya’ani Shareer Jinnat) Sakht Jhoote Kazzab Hote Hain, Apna Naam Kabhi Shaheed Batate Hain Aur Kabhi Kuch. Iss Waja Se Jahilan-e-Bai Khirad (Ya’ani Be-Aqal Jahilon) Me “Shaheed Ka Sar Per Aana” Mashoor Ho Gaya, Warna Shohda-e-Kiram (Auliya-e-Izam) Aisi Khabis Harkat Se Paak-W-Saaf Hote Hain”.
Zaalim Hukmaran Hukumat Karenge, Agar :
Agar Emaanwalo (Musalman) Ne Acchhi Baaton Ka Hukm Dena Aur Buri Baaton Se Rokna Chhod Diya Tou Unn Par Zaalim Hukmaran Hukumat Karenge.
– (Hazrat e Basri)
Tum Har Insan Ke Sath Neki Hi Karo :
» Tum Har Insan Ke Saath Neki Hi Karo, Chahe Tumhare Saath Koi Neki Na Kare.
» Tum Har Ek Ko Khush Nahi Rakh Sakte Lihaza Har Kaam Me Khuloos-e-Dil Peshe Nigaah Rakho.
– Abu Hanifa (Rehmatullah Alaih)
Jahaa Sadaqat Aur Khuloos Nazar Aaye :
Farmane Hazrate Ali (Radi Allahu Anhu) Hai Ke, “Jahaa Sadaqat (Sacchai) Aur Khuloos Nazar Aaye Wahaan Dosti Ka Hath Badhao Warna Tumhari Tanhaee Tumhari Behtreen Saathi Hai”.
Woh Insan Kitna Badd’Naseeb Hai, Jiske :
Hazrate Abdul Qadir Jilani (Rehmatullah Alaih) Farmate Hai, “Woh Insan Kitna Bad’Naseeb Hai, Jiske Dil Me Jaandaaro Par Reham Karne Ki Aadat Nahi”.
– (Mazhare Jamal Mustafaai)
Ikhlas Kise Kehte Hai ?
Koi Taarif Karey Ya Buraai Uski Parwaah Kiye Bagair Neki Ka Kaam Karte Rehne Ko Ikhlas Kehte Hai.
– Hazrat Zunnun Misri (Rehmatullah Alayh)
Boori Aadat Ki Taaqat Ka Andaza Tab Hota Hai :
Boori Aadat Ki Taaqat Ka Andaza Tab Hota Hai Jub Usey Chorney Ki Koshish Ki Jaati Hai.
– Hazrat Ali (RadiAllahu Anhu)
Qalam-e-Ilahi Ko Dekhna Aur Padhna Dono Sawab :
Qalam-e-Ilahi Ko Dekhna Aur Parhna Dono Sawaab Hai, Agar Ek Harf Par Nazar Padey Tou 10 Nekiya Darj Ho Aur 10 Buraiya Door Ho.
– Hazrat Khwaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alayh)
Logo Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo :
“Logo Ko Itni Jaldi Muaf Kar Diya Karo Jitni Jaldi Tum Allah Se Apney Liye Muafi Ki Ummid Rakhte Ho”.
– Hazrat Umar-e-Farooq (Radi Allahu Anhu)
Zina Karz Hai :
Paak Daaman Raho Tumhari Aurtain Paak Daaman Rahengi, Aur Bacho Aise Kaamo Se Jo Musalman Ke Layak Nahi Hain, Beshaq Zinaa Karz Hai Tou Agar Tuney Usey Karz Liya, Tou Adaaygi Terey Ghar Walo Se Hogi Iss Baat Ko Jaan Le, Jo Zinaa Karega Uss Se Zinaa Kiya Jayega Agarche Uski Diwar Se, Aye Shakhs! Agar Tu Aqalmand Hai Tou Ise Jaan Le.
– Imam Shafi’ee (Rehmatullah Alaih)
– Imam Shafi’ee (Rehmatullah Alaih)
Sadqa Faqeer Ke Saamne A’ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo :
Sadqa Faqeer Ke Saamne A’ajizee Se Ba-Adab Pesh Karo Kyun Ki, Khush Dili Se Sadqa Dena Qubooliyat Ki Nishani Hai.
– Hazrat Abu Bakar Siddique (RadiAllahu Anhu)
– Hazrat Abu Bakar Siddique (RadiAllahu Anhu)
Fazilat-e-Namaz e Fazar :
“Agar Log Subah Ki Namaz Ka Sawaab Aur Fazilat Ko Jaan Len Tou Raat Ko Iss Darr Se Sona Chhorh De Ke Kahi Neend Ki Wajah Se Namaz Na Reh Jaye.”
– Hazrat Ali (Radi Allahu Anhu)
Yaad Rakho Ke Sacchai Amanat Hai :
“(Aye Imaanwalo!) Yaad Rakho Ke Sacchai Amanat Hai Aur Jhoot Khyanat.
Jo Qoum Allah Ki Raah Me Jihaad Karna Chorh Deti Hai Aur Jis Qoum Me Be-Hayaee Phail Jati Hai Uss Par Allah Ka Azaab Nazill Hota Hai”.
– Farmane Hazrat Abu Bakar Siddique (RadiAllahu Anhu)
Meri Musibat Wa Judaai Per Sabr Karna :
Talkin-e-Sabr : Hazrate Imaam Hussain (Razi’Allahu Anhu) Jab Dasht-A-Qarbala Utrey Tou Aapne Ahle-Baith Me Yeh Waaz Farmaya Ki, “Meri Musibat Wa Judayi Per Sabr Karna! Jab Main Maara Jaoun Tou Hargiz Mooh Na Peetna Aur Baal Na Nochna Aur Girebaan Chaak Na Karna!
Aye Meri Bahen, Zainab! Tum Fatima Zehra Ki Beti Ho! Jaisa Unohne Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ki Judaai Per Sabr Kiya Tha Ussi Tarah Tum Bhi Meri Musibat Per Sabr Karna!”
– (Anaaratul Basayir Pg-297, Wahwala Nasikhul Tawarikh Mankul Aj Faisla Sharayi-aa Pg-41)
Sabaq : Sabhi Ka Iss Baat Per Ittefaaq Hain Ki Hazrate Imaam Hussain (Radi Allahu Anhu) Ne Khud Bhi Sabr Farmaya Aur Apne Mut-allikeen Ko Bhi Sabr Wa Shukr Se Rehne Ki Talkin Farmayi! Isi Tarah Hame Bhi Sabr Wa Shukr Se Kaam Lena Chahiye! Rone-Peetne Se Bachna Chahiye Taaki Imaam Ali Makaam Ki Khushnudi Haasil Ho!
Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Dua Kiya Karo :
Apne Momin Bhaiyon Ke Liye Unki Gair Mojudgi Me Bhi Dua Kiya Karo, Iski Barkat Se Tumhare Rizq Me Izaafa Hoga.
– Hazrat Imam Baqar (Radi’Allahu Anhu)
Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho :
Hazrate Khwaja Garib Nawaz (Rehmatullah Alahi) Farmate Hai “Apne Dil Ko Adawat Aur Nafrat Ke Jazbe Se Paak Rakho! Beshak Jab Log Kisi Khilaf-e-Shariat Baat Ko Dekhe Aur Usko Na Rokey Tou Anqarib Allah Unn Sab Par Apna Azabe-Aam Bhej Dega”.
Duniya Ki Sabse Behtarin Aurat Woh Hai :
Qaul Mubarak : Hazrate Fatima Zehra(Radi’Allahu Anha) Farmati Hai “Duniya Ki Sabse Behtareen Aurat Woh Hai, Jo Na Khud Kisi Gair Mard Ki Taraf Dekhe Aur Na Koi Gair Mard (Namehram) Iski Taraf Dekh Sake.”
Jab Tumhe Mehsoos Ho Ke Tumhari Tabiyat Ko :
Qaul Mubarak : Hazrat Ali (RadiAllahu Anhu) Farmate Hai Ke “Jab Tumhe Mehsoos Ho Ke Tumhari Tabiyat Ko Zikr-e-Khuda Se Mohabbat Ho Gayi Hai, Tou Jaan Jao Woh (Allah Ta’ala) Tumhe Pasand Karta Hai”.
कौल मुबारक : हज़रत अली (रज़ी अल्लाहु अन्हु) फरमाते है के “जब तुम्हे महसूस हो के तुम्हारी तबियत को ज़िक्र-ए-खुदा से मोहब्बत हो गयी है तोह, जान जाओ के वोह (अल्लाह तआला) तुम्हे पसंद करता है”.
Zakaat aur Sadqa Diya Karo :
Qaul Mubarak : “Zakaat Aur Sadqa Diya Karo, Kyun Ki Maaldaaron Ko Taqat aur Rizq Diya Jata Hai Tou Woh Gareeb, Faqeer aur Miskeen Ki Dua Ki Wajah Se.”
– Hazrat Shaik Sa’adi (Rahmatullah Alayh)
Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana :
Qaul Mubarak : Jo Aibo Se Aagah Kare Wo Dost Hai, Mooh Pe Taarif Karna Goya Jibah Karne Ke Barabar Hai.
– Sahabi Hazrat Umar Farooq (Radi Allahu Anhu)
Qaul Mubarak : Kisi Ka Aib Dekh Kar Uss Ko Chhupana, Bade Ajr-O-Sawaab Ka Bais Hai Aur Allahwaalo Ki Aadat Hai.
– Hazrat Sayyed Shah Abul Husain Ahmad Noori (Rehmatullah Alayh)
Jo Shakhs Allah Ta’ala Ki Na Farmani Karke :
“Jo Shakhs Allah Ta’ala Ki Nafarmani Karke Apna Maqsad Haasil Karna Chahta Hai, Uske Husool-e-Maqsad Ka Rasta Band Ho Jata Hai”.
– Hazrat Imam Hussain (RadiAllahu Anhu)
Ilm Dil Ko Roshni Deta Hai :
(Aye Ibne Aadam)! Ilm Haasil Kar, Ilm Dil Ko Roshni Deta Hai, Daulat Ki Laalach Se Bach, Doulat Ki Laalach Andha Bana Deti Hai.
– Hazrat Ali (RadiAllahu Anhu)
Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat :
Jab Tumhare Dil Me Kisi Ke Liye Nafrat Paida Hone Lage Tou Fouran Uski Achchaiyo Ko Yaad Karne Lago.
– Hazrat Ali (Radi’Allahu Anhu)
Ramzan Ki Rukhsati Par Rona :
Jab Ramzan Ki Aakhri Raat Aati Hai Tou Zameen-O-Aasmaan Aur Malaika (Farishte) Bhi Ramzan Ki Rukhsati Par Rote Hai”.
– Hazrat Jaabir (Radi’Allahu Anhu)
Saza Aur Aazmayish Kya Hai ?
Hazrat Ali (Radi’Allahu Anhu) Se Kisi Ne Arz Kiya Ke,
“Kis Tarah Pataa Lagaya Jaaye Ki Insan Par Aane Waali Musibat Sazaa Hai Ya Aazmayish ?
Aap Ne Irshad Farmaya!
“Jo Musibat Allah Ta’ala Se Door Karde Woh Sazaa Aur Jo Qareeb Karde Woh Aazmayish Hai”.
Ramzan Me Gareebo Ka Khayal Kare :
Ramzan Me Gareebo Ka Khayal Kare !
“Jo Sakhawat (Dariyadili) Karega Wo Sardaar Hoga aur Jo Kanjusi Karega Wo Zaleel-O-Khwar Hoga”.
– Hazrat Imaam Hussain (Radi Allahu Anhu)