halima naat lyrics
Haleema Mein Terey Muqadran Ton Sadqay
Tu Madni Da Jhoola Julendee Wee Hosayn
Haleema (Radi Allah Anha) I Envy Your Fate
You Must Have Rocked The Cradle Of The Beloved (SalAllaho Alahi WaAlehi Wasalam)
Nee Sonay Da Mukra Noorani Noorani
Tu Takdee Tey Raeyayn Choomendee Wee Hosayn
You Must Have Gazed Upon And Kissed The Illuminated Face Of The Beloved
Ey Unglee Na Paa Kay Tu Vayray Day Andar
Khuda Day Sajan Nu Turendi Wee Hosayn
You Must Have Walked Holding The Finger Of Allah’s Beloved In The Courtyard
Nee Arshan Da Chan Hai Kilona Wee Jis Da
Tu Us Bey Misal Noon Kiden Dee Wee Hosayn
You Must Have Played With The Incomparable One That Played With The Moon In The Sky
Kadee Naal Terey Nazaqat Thin Sona
O Rusda Wee Hosee Manen Dee Wee Hosayn
The Beloved (SalAllaho Alahi WaAlehi Wasalam) Must Have Been Emotional, Become Upset And You Must Have Pleased Them (SalAllaho Alahi WaAlehi Wasalam) Again
Nawake Sajake Tey Kajla Wee Paa Kay
Tay Thoddi Hila Kay Hasen Dee Wee Hosayn
You Must Have Dressed Them And (SalAllaho Alahi WaAlehi Wasalam) And Then Made Them (SalAllaho Alahi WaAlehi Wasalam) Laugh By Twitching Their (SalAllaho Alahi WaAlehi Wasalam) Blessed Chin
- Hazrat Syed Mohammad Baba Tajuddin Auliya
- Hazrat Sayyed Rizqullah Shah Qadri al-Jilani
- Brief Biography – Huzoor Mufti Azam e Hind (Alaihir Rahma)
- Short life story of Imam Zainul Abideen Radi Allahu Anhu
- Short Biography of 4th Caliph Ali al-Murtaza
- Muhammad Owais Raza Qadri Biography & Naat Sharif Collection
- History of khawaja gareeb nawaz in hindi
HALIMA MAINU NAAL RAKH LE
Saaf karan gi main bakriayan da vara
halima mainu naal rakh le
inna bakrian nu pavan gi main chara
halima menu naal rakhlai
saaf kara gi main bakriah da vara
halima menu naal rakhlai
teri inna bakria da dood vi main chova
bardhey vi main macha gi te kapreh vi tova
tera lippa gi main kakkha vala taran
halima menu naal rakhlai
saaf karah gi main bakriah da vara
halima menu naal rakhlai
chula vi main bala gi roti vi bakava gi
amina dey da main cullla vi chulava gi
mera chamkey naseeba vala tara
halima menu naal rakhlai
YE KEHTI THI GHAR GHAR ME JA KAR HALEEMA NAAT LYRICS
Ye Kehti Thi Ghar Ghar Me Ja Kar Haleema
Mere Ghar Me Khairul Waraa Aa Gaye Hai
Bade Auj Par Hai Mera Ab Muqaddar
Mere Ghar Rasool E Khuda Aa Gaye Hai
Uthi Chaarsu Rehmato Ki Ghataye
Mu-attar Mu-attar Hai Saari Fazae
Khushi Me Ye Jibreel Nagme Sunaye
Wo Sha-faye Rouze Jaza Aa Gaye Hai
Ye Zulmat Se Kehdo Andhere Uthale
Ke Hai Har Taraf Ab Ujale Ujale
Kaha Jinko Haq Ne Sirajammuneera
Mere Ghar Wo Noor E Khuda Aa Gaye Hai
Ye Sunkar Sakhee Aapka Aastaana
Hai Daaman Pasare Hue Sab Zamana
Nawaso Ka Sadqa Nigah E Karam Ho
Tere Dar Pe Tere Gada Aa Gaye Hai
Mukarrab Hai Be-Shaq Khaleelo Najee Bhi
Badi Shaan Waale Kaleemo Maseeh Bhi
Liye Arsh Ne Jinke Qadmo Ke Bouse
Wo Ummi Laqab Mustafa Aa Gaye Hai
Khuda Ke Karam Se Nakirain Aa Kar
Kahenge Ziyarat Ka Muzdah Suna Kar
Utho Behre Ta’azeem Noorul Hasan Ab
Lahad Me Rasool E Khuda Aa Gaye Hai
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara Lyrics
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara
Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara
Sunate hein Ham Aaj Jis Ke Tarane
Wo Khud aa gaye Apni Mehfil Sajane
Badal Jayega Ab Mukaddar Hamara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara
Zameen par Fida Aaj Arshe Bari hai
Nabi ji ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai
Aaqa ki Mehfil bhi Kitni Haseen hai
Hai Kitna Haseen Ye Sama Pyara Pyara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara
Ye Husne Nabuwwat ki Aamad ki Shab hai
Ye Maahe Risalat ki Aamad ki Shab hai
Na Mehroom rehna na Sona Khudara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara
Yakeen hai ke Khairat Aesi bategi
Kisi ki bhi Jholi na Khali rahegi
Hua Rahmaton ka hai Saeem Ishara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara
Bana Jis Ki Khatir Zamana Ye Sara
Wo Aaya Halima ki Aankhon ka Taara
तकदीर हलीमा की जागी नात शरीफ
तकदीरे हलीमा की जागी।
रहमत के बादल छाते है ।
घर जग मग – जग मग होता है ।
तशरीफ मुहम्मद () लाते है ।
वो बदरुद्दूजा वो समसुद्दुहा
वो नूरे मुजस्सम क्या कहना
उस जिस्म की खूशबू क्या होगी
जिब्राईल जिसे नहलाते है
जिस दिन से मुहम्मद आए हैं
एक फैज का दरिया जारी है
अब्दुल्लाह तुम्हारे चौखट पे
मांगते भी वली कहलाते है
ऐ बादे सबा पैगाम मेरा ।
अशरफ के धनी से कह देना ।
मैं चुप के चुप के रोता हूं ।
जब लोग मदीना जाते हैं ।
पूछेगा खुदा उम्मत किसकी ।
कह देना कमली वाले की ।
जब पूछे की कौन बचाएगा
कह देना मुहम्मद आते हैं ।
तकदीरे हलीमा की जागी।
रहमत के बादल छाते है ।