Is Raat Ki Barkat Se Taqdeer Badal Sab Ki Shamail Idreesi Sahab Ka Likha Hua Ek Nihayat Hi Roohani Aur Behad Purasar Sufiyana Kalam Hai. Is Khubsurat Kalam Me Shab-E-Baraat Ki Barkat Se Apne Murshid Ki Qurbat Aur Wasal Ki Pyari Dua Nihayat Hi Aajizi Se Pesh Ki Gayi Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Is Raat Ki Barkat Se Taqdeer Badal Sab Ki |
| Poet / Writer | Shamail Idreesi |
| Category | Sufiyana Kalam / Manqabat |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Is Raat Ki Barkat Se Taqdeer Badal Sab Ki Lyrics In Roman
Is Raat Ki Barkat Se Taqdeer Badal Sab Ki
Badkaar Me Hun Itna, Koi Aur Nahi Jitna
Mil Jaye Riza Shah Ki, Qismat Me Meri Likh De
Har Pal Me Unhe Dhun-Dhu, Har Pal Me Unhe Sochu
Qurbat Shahe Aalam Ki Qismat Me Meri Likh De
Wo Wasl Shah Ji Ka Qismat Me Meri Likh De
Jure Shaik Se Jo Dil Se, Wo Paaye Shah Ji Ko
Juroo Me Shaikh Ji Se Pakka, Qismat Me Meri Likh De
Wo Wasl Shah Ji Ka Qismat Me Meri Likh De
Yeh Shamail Idreesi Khuch Aur Nahi Mange
Bas Shah Rahe Dil Me, Qismat Me Meri Likh De
Wo Wasl Shah Ji Ka Qismat Me Meri Likh De
Is Raat Ki Barkat Se Taqdeer Badal Sab Ki Lyrics In Hindi
इस रात की बरकत से तक़दीर बदल सब की
बदकार मैं हूँ इतना, कोई और नहीं जितना
मिल जाए रज़ा शाह की, क़िस्मत में मेरी लिख दे
हर पल में उन्हें ढूँढूँ, हर पल में उन्हें सोचूँ
क़ुर्बत शाहे आलम की क़िस्मत में मेरी लिख दे
वो वस्ल शाह जी का क़िस्मत में मेरी लिख दे
जुड़े शेख़ से जो दिल से, वो पाए शाह जी को
जुड़ूँ मैं शेख़ जी से पक्का, क़िस्मत में मेरी लिख दे
वो वस्ल शाह जी का क़िस्मत में मेरी लिख दे
यह शुमाइल इदरीसी कुछ और नहीं मांगे
बस शाह रहे दिल में, क़िस्मत में मेरी लिख दे
वो वस्ल शाह जी का क़िस्मत में मेरी लिख दे
Is Raat Ki Barkat Se Taqdeer Badal Sab Ki Lyrics In Urdu
اس رات کی برکت سے تقدیر بدل سب کی
بدکار میں ہوں اتنا، کوئی اور نہیں جتنا
مل جائے رضا شاہ کی، قسمت میں میری لکھ دے
ہر پل میں انہیں ڈھونڈوں، ہر پل میں انہیں سوچوں
قربت شاہِ عالم کی قسمت میں میری لکھ دے
وہ وصل شاہ جی کا قسمت میں میری لکھ دے
جڑے شیخ سے جو دل سے، وہ پائے شاہ جی کو
جڑوں میں شیخ جی سے پکا، قسمت میں میری لکھ دے
وہ وصل شاہ جی کا قسمت میں میری لکھ دے
یہ شمائل ادریسی کچھ اور نہیں مانگے
بس شاہ رہیں دل میں، قسمت میں میری لکھ دے
وہ وصل شاہ جی کا قسمت میں میری لکھ دے