Itna Kaafi Hai Zindagi Ke Liye Naat Lyrics
Itna Kaafi Hai Zindagi Ke Liye Naat Lyrics
Itna Kaafi Hai Zindagi Ke Liye
Rakh Le Aaqa Jo Naukri Ke Liye
Tak Ke Unko Ayyub Ke Ghar Mein
Mahel Tarse Hain Jhonpdi Ke Liye
Aa Gaye Qabr Mein Bhi Chhurwaane
Dard Kitna Hai Ummati Ke Liye
Lambe Sajde Kiye Nabi Ne Kaha
Aye Nawaase Teri Khushi Ke Liye
Chaand Taare Bhi Unke Qadmon Mein
Roz Aate Hain Roshni Ke Liye
Doobe Suraj Ko Phirse Paltaaya
Apne Pyare Maula Ali Ke Liye
Khud Darakht Bhi Jadein Ukhade
Aate Hain Paas Unke Haazri Ke Liye
Mehfile Amaad Saji Rahe Ta Umar
Iltija Yehi Hai Zindagi Ke Liye
Aye Kash Aaye Woh Maqaam Bhi
Jiye Bas Ham Aaqa Ki Aashiqui Ke Liye
Deed Maangi Hai Unki Aye Haakim
Maine Bas Waqte Aakhri Ke Liye
Itna Kafi Hai Zindagi Ke Liye Lyrics
اتنا کافی ہے زندگی کے لیے
رکھ لیں آقا ﷺ جو نوکری کے لیے
इतना काफ़ी है ज़िंदगी के लिए
रख लें आक़ा जो नौकरी के लिए
Itna Kaafi Hai Zindagi Ke Liye
Rakh Leñ Aaqa Jo Naukri Ke Liye
تک کے اُنؐ کو ایوب کے گھر میں
محل ترسے ہیں جھونپڑی کے لیے
तक के उनको अय्यूब के घर में
महल तरसे हैं झोपड़ी के लिए
Tak Ke Unko Ayyub Ke Ghar Mein
Mahel Tarse Hain Jhonpdi Ke Liye
آ گئے قبر میں بھی چھڑوانے
درد کتنا ہے اُمتی کے لیے
आ गए क़ब्र में भी छुड़वाने
दर्द कितना है उम्मती के लिए
Aa Gaye Qabr Mein Bhi Chhudwaane
Dard Kitna Hai Ummati Ke Liye
لمبے سجدے کیے نبیﷺ نے کہا
اے نواسے تیری خوشی کے لیے
लम्बे सज्दे किए नबी ने कहा
ऐ नवासे तेरी ख़ुशी के लिए
Lambe Sajde Kiye Nabi Ne Kaha
Aye Nawaase Teri Khushi Ke Liye
چاند سورج بھی اُن کے قدموں میں
روز آتے ہیں روشنی کے لیے
चांद सूरज भी उनके क़दमों में
रोज़ आते हैं रौशनी के लिए
Chaand Sooraj Bhi Unke Qadmon Mein
Roz Aate Hain Roshni Ke Liye
دید مانگی ہے اُن کی اے حاکم
میں نے بس وقتِ آخری کے لیے
दीद मांगी है उनकी ऐ हाकिम
मैंने बस वक़्त ए आख़री के लिए
Deed Maangi Hai Unki Aye Haakim
Maine Bas Waqte Aakhri Ke Liye
خود شجر بھی جڑیں اکھاڑے ہوۓ
پاس آتے ہیں حاضری کے لیے
ख़ुद शजर भी जड़ें उखाड़े हुए
पास आते हैं हाज़िरी के लिए
Khud Shajar Bhi Jadein Ukhade hue
Paas Aate Hain Haazri Ke Liye