jaag ja aye musalman savera hua naat lyrics
jaag ja aye musalman, sawera huva
door sare jahan se andhera huva
jaag ja
aye meri qaum ke namwar shairo
aalimo hafizo muftio qariyo
aye adeebo fasana nigaro suno
tum jo chaho to hawatif ke rukh mor do
yeh authen wo authen ham authen tum autho
auth kar sab paygam do qaum ko
jaag ja aye musalman, sawera huva
door sare jahan se andhera huva
jis ne ghuro ko darya me daura diya
jis ne khushki par kastiyon tera diya
jis ne juthe khudawon ko thukra diya
jis ne juthe khudawon ko thukra diya
jaag ja aye musalman, sawera huva
door sare jahan se andhera huva
aaj masjid teri dekh sunsan he
nauha khan teri halat par quran hai
khud ko kaheta hai ki tu musalman hai
me bata dun ki tu pareshan hai
aj khatre me kiyn tera iman hai
sabaq yadd nahi tuj ko jine ka haq nahi
jaag ja aye musalman, sawera huva
door sare jahan se andhera huva