Jaan se Tang Hain Qaidi Gham e Tanhai Ki Lyrics

Jaan se Tang Hain Qaidi Gham e Tanhai Ki Lyrics

 

jaan se tang hain qaidi gham e tanhai ke
sadqy jaoon mein tri anjuman aarai ke

bazm aara hon ujaaley tri zebaaie ke
kab se mushtaq hain aaiine khud aarai ke

ho gubhar dar-e mehboob ke gard e rah dost
jazo Azam hain yahi surma benaye ke

khaak ho jaye agar teri tamannaon mein
kyun milein khaak mein armaan tamannai ke

ورفعْنالک ذکْرک ke chamakate Khurshid
لامکاں tak hain ujaaley tri zebaaie ke

dil e mushtaq mein armaan Laqa ankhen band
qabil e deed hain andaaz tamannai ke

lbِ jaan bakhash ki kya baat hai subhan اﷲ
tum ne zindah kiye ejaaz masehaie ke

–apne daman mein chupayen woh marey عیبوں ko
ae زہے bikhat meri zillat o Ruswai ke

dekhnay walay kkhuda ke hain kkhuda Shahid hai
dekhnay walay tre jalva zebaaie ke

jab gubhar rah mehboob ne izzat bakhsh
aaiine saaf hue Aeinak benaye ke

baar sir par hai nakahat se gira jata hon
sadqy jaoon tre baazu ki tawanai ke

aalam الغیب ne har ghaib se aagah kiya
sadqy is shaan ki benaye o danai ke

dekhnay walay tum ho raat ki tareqi mein
kaan mein sama ke aur aankh mein benaye ke

aibi nutfay hain woh be ilm janam ke andhay
jin ko inkaar hain is ilm o shanasaai ke

ae حسنؔ kaaba hi afzal sahi iss dar se magar
hum to khogar hain yahan Nassia فرسائی ke

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

%d bloggers like this: