JO LOG ZANDAAR KI TASWIR KO JAAIZ KAHTE HAI UNHE KHULA CHEELENJ
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
ke woh tswir ke jaaiz hone par ek sahih hadees dikhade aur ham tswir ke haram hone par 27 se zeuaada hadeese pes karte he Sunni bhaiyo kya ham hadeese Rasool ﷺ mane ya zandaar ki taswir ko jaaiz kahne walo ka koole foozul mane
MENE TO APNE AAQA ﷺ KA BAAT MAANA AUR AAP NE, !!!!!!????
HADEES:>Hazrat abu hurairah radiallahu anhu se riwayat hai ke nabi-e-karim ﷺ ne farmaya hai ki kiyamat ko jahnnam se ek grdan niklega jis ka do aakhen hoga dekhnewala, us ke do kan hoge sunanewale aur ek bolne wala zabaan hoga woh kahega mai tin phirqo par musllat hu (muqarar) ki gaye hu
1) Har zaalim hatdharm par
2) Jo allah ke saath kisi ko sarik thahraye
3)Taswir banane wale par.
HAWALA:> Jame tirmizi, sfa 369
HADEES:>Hazrat abdullah ibn abbas se riwayat hai ki nabi-e-akram ﷺ ne farmaya beshak kiyamat ke din sabse sa’akht azaab me woh sa’akhs hoga jisne kisi nabi ko katl kiya ya jisne kisi nabi ne jihad me katl kiya aur woh jis ne apni maa ya baap ko katl kiya aur zandaar ki taswire bnaane wale aur woh aalim jo ilam padhkar gumrah ho jaye |
HAWALA:-> Si’abul iman jild-6, safa-197
HADEES:->Hazrat abdullah ibn msaud radiallahu anhu se riwayat hai ke nabi-e-karim ﷺ ne farmaya ke beshak kayamat me sab se sa’akht azaab taswir banane walo par hai.
HAWALA:>Shih musalim, jild-2, safa-201
HADEES:>Hazrat abdullah ibn abbas se riwayat hai ke nabi-e-rahmat ﷺ ne farmaya jo koi duniya me taswir bnaye to use kiyamat ke din use is kam me lgaya jayega ke woh in taswiro me ruh dale mgar woh ruh na fuk payega.
HAWALA-> Shih bukhari, jild-1, safa-881
HAWALA> Shih musalim, jild-2, safa-202
HADEES:>Hazrat abdullah ibn abbas radiallahu anhu se riwayat hai ke rasool-e-akram ﷺ ne farmaya. Har taswir bnane wala jahnnam me hai Allah ta’ala har taswir ke bdale jo usne banai thi ek makhluq paida karegaa ke woh jahnnam me use azaab karegaa.
HAWALA-> Shih musalim, jild-2, safa-202
HAWALA-> Musnade imaam ahmad ibn hamdal, jild-1, safa-308
AUR BHI HADEES KA HAWALA HAI,
=========================