Khairul Bashar Par Lakho Salam || Barkate Raza

Huzoor Khair-Ul-Bashar Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Bargah-E-Aqdas Mein Pesh Kiya Gaya Adeeb Raipuri Sahab Ka Yeh Nihayat Hi Maqbool Aur Pyaara Salaam Dilon Ko Ishq-E-Rasool Se Munawwar Karta Hai.
Is Barkat Bhare Salaam Ka Har Ek Sher Huzoor Ki Azmat, Buland Mazaah Aur Shafa’at Ki Haseen Gawahi Pesh Karta Hai.
Aaiye Is Paak Salaam Ko Badi Hi Aqeedat Aur Adab Ke Saath Mulaiza Farmayein.

Naat Information Details
Naat Title Khairul Bashar Par Lakho Salam
Poet / Writer Adeeb Raipuri
Category Salam Lyrics
Naatkhawan / Reciter Alhaj Khurshid Ahmed
Book Name Barkate Raza Naat Book

Khairul Bashar Par Lakho Salam Lyrics In Roman

Khairul Bashar Par Lakho Salam
Lakho Darood Aur Lakho Salam

Jinno Malaek Tere Ghulam
Sab Se Siwa Hai Tera Muqaam

Yaseen O Taha Tere Hi Naam
Ala Se Ala Tera Muqaam

Sab Ambiya Ka Tu Hai Imam
Kul Aulia Hai Tere Ghulam

Arshe Baree Tak Charcha Tera
Shams O Qamar Hai Sadqa Tera

Yeh Mahe Kamil Husne Tamam
Sab Ko Mayas’Sar Ho Yeh Muqaam

Pahoonche Madine Bankar Ghulam
Padhte Darood Aur Padhte Salam

Itna Karam To Farmaiye
Rauze Pe Sab Ko Bulwaiye

Hazir Yahaan Hai Jitne Ghulam
Teri Sana Hai Mera Naseeb

Qurbaan Tujh Par Jaane Adeeb
Tujh Par Tassaduq Alam Tamam

Khairul Bashar Par Lakho Salam Lyrics In Hindi

ख़ैरुल बशर पर लाखों सलाम
लाखों दुरूद और लाखों सलाम

जिन्नो मलाईक तेरे ग़ुलाम
सब से सिवा है तेरा मुक़ाम

यासीन ओ ताहा तेरे ही नाम
आला से आला तेरा मुक़ाम

सब अम्बिया का तू है इमाम
कुल औलिया हैं तेरे ग़ुलाम

अर्श-ए-बरीं तक चर्चा तेरा
शम्स ओ क़मर हैं सदक़ा तेरा

ये माह-ए-कामिल हुस्न-ए-तमाम
सब को मयस्सर हो ये मुक़ाम

पहुंचें मदीने बन कर ग़ुलाम
पढ़ते दुरूद और पढ़ते सलाम

इतना करम तो फ़रमाइये
रौज़े पे सब को बुलवाइये

हाज़िर यहाँ हैं जितने ग़ुलाम
तेरी सना है मेरा नसीब

क़ुर्बान तुझ पर जान-ए-अदीब
तुझ पर तसद्दुक़ आलम तमाम

Khairul Bashar Par Lakho Salam Lyrics In Urdu

خیر البشر پر لاکھوں سلام
لاکھوں درود اور لاکھوں سلام

جن و ملائک تیرے غلام
سب سے سوا ہے تیرا مقام

یٰسٓین و طٰہٰ تیرے ہی نام
اعلیٰ سے اعلیٰ تیرا مقام

سب انبیاء کا تُو ہے امام
کل اولیاء ہیں تیرے غلام

عرشِ بریں تک چرچا تیرا
شمس و قمر ہیں صدقہ تیرا

یہ ماہِ کامل حسنِ تمام
سب کو میسر ہو یہ مقام

پہنچیں مدینے بن کر غلام
پڑھتے درود اور پڑھتے سلام

اتنا کرم تو فرمائیے
روضے پہ سب کو بلوائیے

حاضر یہاں ہیں جتنے غلام
تیری ثنا ہے میرا نصیب

قربان تجھ پر جانِ ادیب
تجھے پر تصدق عالم تمام

Leave a Comment