Khwaja Piya Khwaja Piya Naat Lyrics

Khawaja Piya Khawaja Piya Naat Lyrics

Khwaja Piya Khawaja Piya

 

Khwaja Piya Khawaja Piya

 

 

 

madad ke waste Khwaja ko jab pukara hai

 

karam ye dekha ke barh kar diya sahara hai

 

khwaja piya……………………………………………..

 

 

 

fida hain sab hi tumhare karam pe khwaja piya

 

tumhare bhik se daman bhra hamara hai

 

khwaja piya……………………………………………..

 

 

 

har ek garib ka dhar bhar gaya ujale se

 

khuda ne chand wo ajmer mai utara hai

 

khwaja piya……………………………………………..

 

 

 

hamare ishk ka ajmer mai hai dariya rawa

 

wahi hai kashti hamari wahi kinara hai

 

Khwaja piya……………………………………………..

 

 

 

muje nigaah mai rakhkha hai mere khwaja ne

 

koy girae muje kab unhe gawara hai

 

Khwaja piya……………………………………………..

 

 

 

wo warsi ho nizami faridi ya chishti

 

jo darpe aa gaya khwaja ko mere pyara hai

 

Khwaja piya……………………………………………..

 

 

 

‘khalil warsi’ mangata kamal khwaja ka

 

nasib khwaja piya ne mera sawara hai

 

khwaja piya…………………………………………….

 

Jab Gumbad-e-khizra Pe Woh Pehli Nazar Gayi   Naat Lyrics

Jab Husn Tha Unka Jalwa Numa   Naat Lyrics

 

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari   Naat Lyrics

Imdad Kun Imdad Kun Ya Ghaus E Azam Dastagheer   Naat Lyrics

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

%d bloggers like this: