Khirad Ne Ye Poochha Ke Kaaba Kidhar Hai Lyrics || Barkate Raza


Yeh Ek Nihayat Hi Pyaari Aur Roohani Naat Sharif Hai Jis Mein Huzoor Alaihissalam Ki Shaan-E-Aqdas Ka Zikr Badi Hi Khoobsurti Se Kiya Gaya Hai. Is Haseen Kalaam Ko Padh Kar Dil Ko Bada Sukoon Aur Rooh Ko Tazgi Milti Hai. Aaiye Is Barkat Se Bhare Kalam Ke Paakeeza Alfaaz Se Apne Dil Ko Roshan Karein.

Naat InformationDetails
Naat TitleKhirad Ne Ye Poochha Ke Kaaba Kidhar Hai
Poet / WriterFaizi-E-Kamtar
CategoryNaat Lyrics
Naatkhawan / ReciterHabibullah Faizi
Book NameBarkate Raza Naat Book

Khirad Ne Ye Poochha Ke Kaaba Kidhar Hai Lyrics In Roman

Khirad Ne Ye Poochha Ke Kaaba Kidhar Hai
Junu Ne Kaha Dekh Taiba Jidhar Hai

Khamida Jahan Aasma Ka Bhi Sar Hai
Khuda Ki Qasam Ki Wo Muhammad Ka Ghar Hai

Musafir Ajab Aur Ajab Ye Safar Hai
Abhi Farsh Par Aur Abhi Arsh Par Hai

Koi Toor Par Hai Koi Arsh Par Hai
Magar Sabse Aage Nabi Ka Safar Hai

Hai Soya Hua Amina Ka Dulara
Malayak Hai Khadim Khilouna Qamar Hai

Buton Ne Kaha Muh Ke Bal Gir Ke Logo
Ye Sab Aamad-E-Mustafa Ka Asar Hai

Rasool-E-Khuda Ka Hai Gustaakh Jo Bhi
Use Qatl Kar Do Usool-E-Umar Hai

Hain Kounain Ki Nematon Ke Wo Qasim
Jo Unka Gada Hai Wo Hi Tajbar Hai

Arab Aaj Jo Makhzan-E-Siim-O-Zar Hai
Ye Faizan-E-Paaye Nabi Ka Asar Hai

Tujhe Poochhta Kaun Faizi-E-Kamtar
Magar Naatkhwani Se Tu Motbar Hai

Khirad Ne Ye Poochha Ke Kaaba Kidhar Hai Lyrics In Hindi

ख़िरद ने ये पूछा कि काबा किधर है
जुनूँ ने कहा देख तैबा जिधर है

ख़मीदा जहां आसमां का भी सर है
ख़ुदा की क़सम वो मुह़म्मद का घर है

मुसाफ़िर अजब और अजब ये सफ़र है
अभी फर्श पर और अभी अ़र्श पर है

कोई तूर पर है कोई अर्श पर है
मगर सबसे आगे नबी का सफ़र है

है सोया हुआ आमना का दुलारा
मलायक है ख़ादिम खिलौना क़मर है

बुतों ने कहा मुंह के बल गिर के लोगों
ये सब आमद-ए-मुस्तफ़ा का असर है

रसूले ख़ुदा का है गुस्ताख़ जो भी
उसे क़त्ل कर दो उसूल-ए-उमर है

हैं कौनैन की नेमतों के वो क़ासिम
जो उनका गदा है वो ही ताजबर है

अरब आज जो मख़्ज़न-ए-सीम-ओ-ज़र है
ये फैज़ान-ए-पाए नबी का असर है

तुझे पूछता कौन फ़ैज़ी-ए-कमतर
मगर नातख़्वानी से तू मोतबर है

Khirad Ne Ye Poochha Ke Kaaba Kidhar Hai Lyrics In Urdu

خرد نے یہ پوچھا کہ کعبہ کدھر ہے
جنوں نے کہا دیکھ طیبہ جدھر ہے

خمیدہ جہاں آسماں کا بھی سر ہے
خدا کی قسم وہ محمد کا گھر ہے

مسافر عجب اور عجب یہ سفر ہے
ابھی فرش پر اور ابھی عرش پر ہے

کوئی طور پر ہے کوئی عرش پر ہے
مگر سب سے آگے نبی کا سفر ہے

ہے سویا ہوا آمنہ کا دلارا
ملائک ہیں خادم کھلونا قمر ہے

بتوں نے کہا منہ کے بل گر کے لوگو
یہ سب آمدِ مصطفیٰ کا اثر ہے

رسولِ خدا کا ہے گستاخ جو بھی
اسے قتل کر دو اصولِ عمر ہے

ہیں کونین کی نعمتوں کے وہ قاسم
جو ان کا گدا ہے وہی تاجور ہے

عرب آج جو مخزنِ سیم و زر ہے
یہ فیضانِ پائے نبی کا اثر ہے

تجھے پوچھتا کون فیضیِ کمتر
مگر نعت خوانی سے تو معتبر ہے

Leave a Comment