Main Hoon Khwaja Ka Deewana Lyrics

Main Hoon Khwaja Ka Deewana Lyrics

 

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Zarre Ko Ek Pal Men Sitaara Bana Diya
Jis Ko Bhi Chhu Liya Use Heera Bana Diya

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Jo Bhi Tumhaare Dar Ka Wafaadaar Ho Gaya
Khuld-E-Bareen Men Jaane Ka Haqdaar Ho Gaya

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Hain Aap Mere Mujh Ko Kisi Ka Bhi Gam Nahin
Dar Aap Ka Mere Liye Jannat Se Kam Nahin

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Mujh Ko Na Sone Chaandi Ka Ambaar Chaahiye
Ek Baar Khwaab Men Tera Deedaar Chaahiye

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Sab Aap Ke Deewaane Hain Sarkaar ! Karam Ho
Ik Baar Karam Ho Shaha ! Ik Baar Karam Ho

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Poochhe Jo Koi Mujh Se Ki Kya Tera Naam Hai
Ai Kaash ! Tum Ye Keh Do Ye Mera Gulaam Hai

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Chheden Na Mujh Ko Aur Na Jazbaat Men Rahen
In Najdiyon Se Keh Do Ki Auqaat Men Rahen

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Saare Jahaan Ko Tere Liye Chhod Doonga Main
Tufaan Bhi Jo Aae Use Mod Doonga Main

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Main Hun Khwaaja Ka Deewaana

Naat-Khwaan:
Muhammad Ali Faizi

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Mahaaraaja Ka Deewaana

Yaseen Padhaaya Soora-E-Rehmaan Padhaaya
Pandit Ko Mere Khwaaja Ne Quraan Padhaaya

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Mahaaraaja Ka Deewaana

Neele Gagan Men Kis Tarah Jaypaal Udega
Joota Mu’een-E-Deen Ka Jab Sar Pe Padega

Main Hun Khwaaja Ka Deewaana
Mahaaraaja Ka Deewaana

 

Main Hoon Khwaja Ka Deewana Lyrics

 

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

ज़र्रे को एक पल में सितारा बना दिया
जिस को भी छू लिया उसे हीरा बना दिया

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

जो भी तुम्हारे दर का वफ़ादार हो गया
ख़ुल्द-ए-बरीं में जाने का हक़दार हो गया

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

हैं आप मेरे, मुझ को किसी का भी ग़म नहीं
दर आप का मेरे लिए जन्नत से कम नहीं

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

मुझ को न सोने चाँदी का अंबार चाहिए
एक बार ख़्वाब में तेरा दीदार चाहिए

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

सब आप के दीवाने हैं, सरकार ! करम हो
इक बार करम हो, शहा ! इक बार करम हो

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

पूछे जो कोई मुझ से कि क्या तेरा नाम है
ऐ काश ! तुम ये कह दो, ये मेरा ग़ुलाम है

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

छेड़ें न मुझ को और न जज़्बात में रहें
इन नजदियों से कह दो कि औक़ात में रहें

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

सारे जहाँ को तेरे लिए छोड़ दूँगा मैं
तूफ़ान भी जो आए उसे मोड़ दूँगा मैं

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना

ना’त-ख़्वाँ:
मुहम्मद अली फ़ैज़ी

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
महाराजा का दीवाना

यासीं पढ़ाया, सूरा-ए-रहमान पढ़ाया
पंडित को मेरे ख़्वाजा ने क़ुरआन पढ़ाया

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
महाराजा का दीवाना

नीले गगन में किस तरह जयपाल उड़ेगा
जूता मु’ईन-ए-द्दीन का जब सर पे पड़ेगा

मैं हूँ ख़्वाजा का दीवाना
महाराजा का दीवाना

 

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

%d bloggers like this: