Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam || Barkate Raza

Sarkar-e-Do-Aalam sallallahu alayhi wasallam ki aqeedat aur mohabbat me likhi gayi ye pyari aur mashhoor naat dilon ko sukoon o chain bakhshti hai. Is naat me Pyare Nabi ke naam ki mithaas aur unke roze par haziri ki azeem tamanna ko nihayat hi dil-soz andaz me pesh kiya gaya hai. Aaiye is muqaddas aur meethi naat-e-pak ko pure khuloos aur adab ke sath mulaheza farmayein.

Naat Information Details
Naat Title Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam
Poet / Writer Hafiz
Category Naat Sharif
Naatkhawan / Reciter Al-Haj Owais Raza Qadri

Naat Lyrics in Roman

Meetha meetha he mere Muhammad ka naam
Un pe laakhon karoron durood o salam

Waqt laaye khuda jaaye Darbaar par
Aur khare ho ke Rawza-e-Sarkar par

Pesh mil kar kare ham durood o salaam
Un pe laakhon karoron durood o salam

Wohi Hasni Hussain chaman ke hain phool
Noor-e-Maula Ali jaan-e-Zahra batool

Jis ke Nana Rasul-e-Khuda zi makaan
Un pe laakhon karoron durood o salam

La makaan ke bane hain wohi to makeen
Jin ki naal’ain ko choome Arsh-e-barhin

Jo khuda se huwe Arsh par ham kalaam
Un pe laakhon karoron durood o salam

Shah-e-Konain wo ruh-e-daarain wo
Fakhr-e-Hasnain wo Ghaws-e-Saqlain wo

Jin ke dar ka hai Hafiz bhi adnaa ghulaam
Un pe laakhon karoron durood o salaam

Naat Lyrics in Hindi

मीठा मीठा है मेरे मुहम्मद का नाम
उन पे लाखों करोड़ों दरूद ओ सलाम

वक़्त लाए ख़ुदा जाएँ दरबार पर
और खड़े हो के रौज़ा-ए-सरकार पर

पेश मिल कर करें हम दरूद ओ सलाम
उन पे लाखों करोड़ों दरूद ओ सलाम

वही हसनी हुसैनी चमन के हैं फूल
नूर-ए-मौला अली जान-ए-ज़हरा बतूल

जिस के नाना रसूल-ए-ख़ुदा ज़ी मकाँ
उन पे लाखों करोड़ों दरूद ओ सलाम

ला मकाँ के बने हैं वही तो मकीं
जिन की नअलैन को चूमे अर्श-ए-बरीं

जो ख़ुदा से हुए अर्श पर हम कलाम
उन पे लाखों करोड़ों दरूद ओ सलाम

शाह-ए-कौनैन वो रूह-ए-دارین वो
फ़ख्र-ए-हसनैन वो ग़ौस-ए-सक़लैन वो

जिन के दर का है हाफ़िज़ भी अदना ग़ुलाम
उन पे लाखों करोड़ों दरूद ओ सलाम

Naat Lyrics in Urdu

میٹھا میٹھا ہے میرے محمدؐ کا نام
ان پہ لاکھوں کروڑوں درود و سلام

وقت لائے خدا جائیں دربار پر
اور کھڑے ہو کے روضہِ سرکار پر

پیش مل کر کریں ہم درود و سلام
ان پہ لاکھوں کروڑوں درود و سلام

وہی حسنی حسینی چمن کے ہیں پھول
نورِ مولا علیؑ جانِ زہراؑ بتول

جس کے نانا رسولِ خدا ذی مکاں
ان پہ لاکھوں کروڑوں درود و سلام

لا مکاں کے بنے ہیں وہی تو مکیں
جن کی نعلین کو چومے عرشِ بریں

جو خدا سے ہوئے عرش پر ہم کلام
ان پہ لاکھوں کروڑوں درود و سلام

شاہِ کونین وہ روحِ دارین وہ
فخرِ حسنین وہ غوثِ ثقلین وہ

جن کے در کا ہے حافظؔ بھی ادنیٰ غلام
ان پہ لاکھوں کروڑوں درود و سلام

1 thought on “Meetha Meetha He Mere Muhammad Ka Naam || Barkate Raza”

Leave a Comment