Hum Sa Bhi Hoga Jahañ Meiñ Koi Naadañ Jaanañ Lyrics

Hum Sa Bhi Hoga Jahañ Meiñ Koi Naadañ Jaanañ Lyrics     Hum Sa Bhi Hoga Jahañ Meiñ Koi Naadañ Jaanañ BeRukhi Ko Bhi Jo Samjhe Tera Ehsaañ Jaanañ.   Jab Bhi Karti Hai Mere Dil Ko Pareeshañ Duniya Yaad Aati Hai Teri Zulf-e-Pareeshañ Jaanañ.   Maiñ Teri Pehli Nazar Ko Nahiñ Bhoola Ab Tak … Read more

Ali ali ki sada lyrics

Ali ali ki sada lyrics   Ali ali ki jise bhi sada pasand nahin Namaz ko wo namazi zara pasand nahin अली अली की जिसे भी सदा पसंद नहीं नमाज़ को वो नमाज़ी ज़रा पसंद नहीं   Wasila panjtan-e-paak ka nahin jisme Khuda ko aisi koi bhi dua pasand nahin वसीला पंजतन-ए-पाक का नहीं जिसमें … Read more

Faqeer e Dar Ki Suno Iltija Ghareeb Nawaz Lyrics || Barkate Raza

Yeh Ek Nihayat Hi Maqbool-E-Aam Aur Rooh Parwar Manqabat-E-Paak Hai Jo Sultan-Ul-Hind Hazrat Khwaja Moinuddin Chishti Ajmeri Alaihirrahma Ki Shaan Mein Tehreer Ki Gayi Hai. Is Kalam Mein Khwaja Garib Nawaz Ki Bargah-E-Aqdas Se Joliyañ Bharne Aur Un Ke Dar Se Shifa Aur Sukoon Paane Ka Bayaan Nihayat Haseen Andaaz Mein Kiya Gaya Hai. Yeh … Read more

Ramzan Ka Mahina Bada Barkatoñ Ka Hai Lyrics || Barkate Raza

Mah-E-Ramzan Ki Fazeelat Aur Barkaat Par Likha Gaya Yeh Behad Pyara Aur Maqbool Kalam Momineen Ke Dilon Ko Khushi Bakhshta Hai. Is Kalam Ke Zariye Ramzan-Ul-Mubarak Ke Pakiza Peghamaat Aur Iski Barkaton Nu Nihayat Hi Shiri Andaaz Mein Pesh Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Ruhani Kalam Ke Purnoor Ash’aar Ko Padhein. Naat Information Details Naat … Read more

Momino Aamad-e-Ramzan Mubarak Tum Ko Lyrics

Momino Aamad-e-Ramzan Mubarak Tum Ko Lyrics     Momino aamad-e-ramzan Mubarak tum ko Yani allah ka ahsaan Mubarak tum ko Momino aamad-e-ramzan Mubarak tum ko   Har mahine se hai beshak ye mahina afzal Isme nazil hua qur’aan Mubarak tum ko Momino aamad-e-ramzan Mubarak tum ko   Waqt par saari namazon ki karo pawandi Bas … Read more