RAMZAN LYRICS
Aaya hai Mahina RAMZAN ka
Bas na Chalayga Kuch bhi Ab Shaitan ka,,
Aaya hai muskrata hua mahina RAMZAN ka,
Ghar Ghar me Jalaegi shama fakt Toheed ki,,,,
Arsh Chuyega Sajda kamzor bebas Insaan ka ,,,,
Barsega Rahmaton ka sawan Har soohar ka,,,,
Har Zuban pai hoga Naghma Fakt Rahmaan ka,,,
Qismat walo ko milta hai mouka Apne pahchan ka…
YA RAB Meri KISMAT Me Aisa SAFAR Likh De
Aansu Bikhre Hai ANWAAR-E-MADINE Me
Jis Waqt Se Hai SARKAR MADINE Me
YA RAB Meri KISMAT Me Aisa SAFAR Likh De
SEHRI Karu *MAKKE Me Aur IFTAR Ho *MADINE Me
Takdir Ka Imtehan Hai,, Zara Intezar Karna
Takdir Ka Imtehan Hai,, Zara Intezar Karna
Kuch RAB Pe,, Kuch Khud Pe AITBAR Rakhna
Manzil Zarur Milegi is PAAK Mahine Me
Bus Apni IBADAT Hamesha Barkarar Rakhna
Duniya Ki Kitabo Me Quraan Chamakta Hai
Duniya Ki Kitabo Me Quraan Chamakta Hai
Quraan Me ALLAH Ka Farman Chamakta Hai
Jo Aadat Banale Quraan Ki Tilawat Ki
ALLAH Ki Nazro Me Wo Insaan Chamakta Hai
Aye Rozedaar
‘Khushbu’ Kyun Na Aayegi Teri saanso se,
Aye Rozedaar
.
TU ‘Ummati’ Hai Us Hasti Ka Jis se ‘Phool’ Bhi ‘Khushbu’ Ki ‘Bheek’ Mangte Hai..
mahe RAMZAN
Lutf o Mza hai Sarware Do-Aalam k Naam me.
Kaif o Srwar milta h RAB ke Kalam me
.
Maine Suna hai Apne Buzrugon se Ye SAMS
.
Eiman Pokhta hota hai Mahe Syam me…
RAMZAN me Bhi uska Meraj hogya
Jis Ka Roze K Halat Me Inteqal Hogya
.
Wo JANNAT ka Khas Mehman Hogya
.
Dekhle agr koi RAMZAN me MADINA
.
RAMZAN me Bhi uska Meraj hogya
SubhanALLAH Mil gayi humko Mahe RAMZAN
.
Padho Momino Ksrat se Durood o QURAN
.
Rok Gibat o Jhut se Apni Jaban
.
Karle Apni Magfirat,
Taza karle Eiman
Barkat-e-RAMZAN Se
Barsegi Rehmat Aasman Se,
.
Buraai Door Hogi Insaan Se,
.
NOOR Fail Gaya Tilawat-e-QURAN Se,
.
Poori Hogi Duwaen Barkat-e-RAMZAN Se
Mahe RAMZAN
Jab Ruh tan se juda ho
Mahe RAMZAN din JUMA ho
waqt johar se kuch tala ho
Lab pr jari ye sana ho
ya NABI salam alaika
ya RASUL salam alaika
ye Mahe RAMZAN hai
Sabr ka Mahina Mahe RAMZAN hai
.
Rehmat ka Mahina Mahe RAMZAN hai
.
Apna Krlo Bakshis Ye MUSALMANO
.
KiunKi Magfirat ka Mahina Mahe RAMZAN hai
Ramzan
KarLe Qadar is Ramzan ki,
Tere kitne Ramzan Gaflat me guzar gaye,
.
KarLe apni Magfirat is Ramzan me,
kya pata agla Ramzan phir mile na mile