Rehmat Se Mujhe Apni Itna To Ata Kar De Lyrics
Rehmat Se Mujhe Apni Itna To Ata Kar De | Aasi Hoon Mere Maula Har Muaf Khata Kar De
Maula ! Maula ! Maula ! Mere Maula !
Karam Karam Maula ! Karam Karam
Karam Karam Maula ! Karam Karam
Rehmat Se Mujhe Apni Itna To ‘Ata Kar De
‘Aasi Hun Mere Maula ! Har Mu’aaf Khata Kar De
Maayoosi Ki Taariki Se Mujh Ko Bacha Ya Rab !
Ik Noor Ke Haale Men Mujh Ko Tu Khada Kar De
Rehmat Se Mujhe Apni Itna To ‘Ata Kar De
‘Aasi Hun Mere Maula ! Har Mu’aaf Khata Kar De
Quraan Ki Hidaayat Se Raushan Hon Meri Raahen
Quraan Hi Ko Mere Honton Ki Sada Kar De
Rehmat Se Mujhe Apni Itna To ‘Ata Kar De
‘Aasi Hun Mere Maula ! Har Mu’aaf Khata Kar De
Shar Ki Sabhi Raahon Se Nafrat Ho Mere Dil Ko
Aur Khair Ki Har Raah Par Taskeen ‘Ata Kar De
Rehmat Se Mujhe Apni Itna To ‘Ata Kar De
‘Aasi Hun Mere Maula ! Har Mu’aaf Khata Kar De
Meri Tishna-Labi Ko ‘Ata Ik Jaam Ho Kausar Ka
Is Raah Men Rooh Meri Khushboo-E-Wafa Kar De
Rehmat Se Mujhe Apni Itna To ‘Ata Kar De
‘Aasi Hun Mere Maula ! Har Mu’aaf Khata Kar De
Hai Sitamgar Zamana Pareshan Hun Main Lyrics
NABI KE SHEHAR MEIN JAUN NAAT LYRICS
Aankhon Ka Tara Naam E Muhammad Lyrics in Urdu
Aankhen Purnoor Karu Dekh Ke Chehra Unka Lyrics in Urdu
Aane Walo Yeh To Batao Lyrics in Urdu
Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Lyrics in Urdu
Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun Lyrics in Urdu
Aaqa Ko Pukar Bande Aaqa Ko Pukar Lyrics in Urdu
Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Lyrics in Urdu
Aaj Ashk Mere Naat Sunain To Ajab Kya Lyrics in Urdu
AAJ MUSLIM TERA MEHMAN CHAL DIYA LYRICS IN URDU
Aaqa Ke Gulamon Ko Ab Eid Manane Do Lyrics in Urdu
Aariz-e-shams-o-Qamar Se Bhi Hain Anwar Aeriyan Lyric in Urdu
Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics in Urdu
Bheeni Suhani Subhu Me Dhandak Jigar Ki Hai Lyrics in Urdu
Sunte Hain Ke Mehshar Mein Sirf Un Ki Rasai Hai Lyrics in Urdu
मौला ! मौला ! मौला ! मेरे मौला !
करम करम, मौला ! करम करम
करम करम, मौला ! करम करम
रहमत से मुझे अपनी इतना तो ‘अता कर दे
‘आसी हूँ, मेरे मौला ! हर मु’आफ़ ख़ता कर दे
मायूसी की तारीकी से मुझ को बचा, या रब !
इक नूर के हाले में मुझ को तू खड़ा कर दे
रहमत से मुझे अपनी इतना तो ‘अता कर दे
‘आसी हूँ, मेरे मौला ! हर मु’आफ़ ख़ता कर दे
क़ुरआँ की हिदायत से रौशन हों मेरी राहें
क़ुरआन ही को मेरे होंटों की सदा कर दे
रहमत से मुझे अपनी इतना तो ‘अता कर दे
‘आसी हूँ, मेरे मौला ! हर मु’आफ़ ख़ता कर दे
शर की सभी राहों से नफ़रत हो मेरे दिल को
और ख़ैर की हर राह पर तस्कीन ‘अता कर दे
रहमत से मुझे अपनी इतना तो ‘अता कर दे
‘आसी हूँ, मेरे मौला ! हर मु’आफ़ ख़ता कर दे
मेरी तिश्ना-लबी को ‘अता इक जाम हो कौसर का
इस राह में रूह मेरी ख़ुश्बू-ए-वफ़ा कर दे
रहमत से मुझे अपनी इतना तो ‘अता कर दे
‘आसी हूँ, मेरे मौला ! हर मु’आफ़ ख़ता कर दे