Huzoor Alaihissalato Wassalam Ki Bargah-E-Aqdas Mein Pesh Kiya Gaya Ye Nihayat Hi Khoobsurat Kalam “Sarkar Nazar Kardein” Dil Ko Sukoon Bakhshta Hai.
Is Paak Naat-E-Rasool Ke Zariye Tahir Qadri Ne Apne Dil Ki Gehraiyon Se Faryad-O-Iltija Ki Hai.
Aaiye Is Barkat Bhare Kalam Ke Lyrics Ka Dil Se Mutaala Karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Mangata Be Sahara Hai Sarkar Nazar Kardein |
| Poet / Writer | Tahir Qadri |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Muhammad Tahir Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Sarkar Nazar Kardein Lyrics In Roman
Mangata Be Sahara Hai Sarkar Nazar Kardein
Khadim Ye Tumhara Hai Sarkar Nazar Kardein
Har Roz Naya Dukh Hai Ab Toot Gaya Hun Mein
Mushkil Se Guzara Hai Sarkar Nazar Kardein
Har Ek Sahabi Ko Tumne Hi Sawara Hai
Mujko Bhi Sawarna Hai Sarkar Nazar Kardein
Siddiqo Umar Tumhi Sarkar Se Keh Do Naa
Jaisa Bhi Hai Apna Hai Sarkar Nazar Kardein
Wo Ummi Rasulillah Jo Meer Hai Tayba Ke
Naam Unka Waseela Hai Sarkar Nazar Kardein
Sarkar Zamaane Mein Bas Aap Ki Chalti Hai
Jo Chaho Wo Hota Hai Sarkar Nazar Kardein
Rote Hein Bilakte Hein Ushshaq Salami Ko
Kehte Hein Ke Aana Hai Sarkar Nazar Kardein
Tahir Ke Labon Par Hai Har Saal Bula Lena
Kadmon Hi Mein Marna Hai Sarkar Nazar Kardein
Sarkar Nazar Kardein Lyrics In Hindi
माँगता बेसहारा है सरकार नज़र करदें
खादिम ये तुम्हारा है सरकार नज़र करदें
हर रोज़ नया दुःख है अब टूट गया हूँ में
मुश्किल से गुज़ारा है सरकार नज़र करदें
हर एक सहाबी को तुमने ही सवारा है
मुझको भी सवरना है सरकार नज़र करदें
सिद्दिक़ो उमर तुम्ही सरकार से कह दो ना
जैसा भी है अपना है सरकार नज़र करदें
वो उम्मी रसूलिल्लाह जो मीर हैं तयबह के
नाम उनका वसीला है सरकार नज़र करदें
सरकार ज़माने में बस आप की चलती है
जो चाहो वो होता है सरकार नज़र करदें
रोते हैं बिलकते हैं उश्शाक़ सलामी को
कहते हैं के आना है सरकार नज़र करदें
ताहिर के लबों पर है हर साल बुला लेना
क़दमوں ही में मरना है सरकार नज़र करदें
Sarkar Nazar Kardein Lyrics In Urdu
مانگتا بے سہارا ہے سرکار نظر کر دیں
خادم یہ تمہارا ہے سرکار نظر کر دیں
ہر روز نیا دکھ ہے اب ٹوٹ گیا ہوں میں
مشکل سے گزارا ہے سرکار نظر کر دیں
ہر ایک صحابی کو تم نے ہی سوارا ہے
مجھ کو بھی سوارنا ہے سرکار نظر کر دیں
صدیق و عمر تم ہی سرکار سے کہہ دو نا
جیسا بھی ہے اپنا ہے سرکار نظر کر دیں
وہ امی رسول اللہ جو میر ہیں طیبہ کے
نام ان کا وسیلہ ہے سرکار نظر کر دیں
سرکار زمانے میں بس آپ کی چلتی ہے
جو چاہو وہ ہوتا ہے سرکار نظر کر دیں
روتے ہیں بلکتے ہیں عشاق سلامی کو
کہتے ہیں کہ آنا ہے سرکار نظر کر دیں
طاہر کے لبوں پر ہے ہر سال بلا لینا
قدموں ہی میں مرنا ہے سرکار نظر کر دیں