Bazm e Konain Sajanain Kay liye Lyrics
Bazm e Konain Sajanain Kay liye Lyrics Bazm-e-Konain Sajanain kayliyay aap aeye Sham-e-toheed jalaanain kayliyay aap aeye Aik pegham jo har dil main ujala kar day Saaree dunya ko sunanain kayliyay aap aeye Aik mudat sey battaktay huway insano ko Aik markaz pey bulanain kayliyay aap aeye Na khuda ban kay obaltay huway toofaanon main … Read more