Ejaz Hai Kisi Ka Ya Gardish-e-Zamana Lyrics
Ejaz Hai Kisi Ka Ya Gardish-e-Zamana Lyrics Ejaz Hai Kisi Ka Ya Gardish-e-Zamana! Toota Hai Asia Mein Seher-e-Farangiyana Tameer-e-Ashiyan Se Main Ne Ye Raaz Paya Ahl-e-Nawa Ke Haq Mein Bijli Hai Ashiyana Ye Bandagi Khudai, Woh Bandagi Gadai Ya Banda-e-Khuda Ban Ya Banda-e-Zamana! Ghafil …