Madine ke Aaqa Salamun Alayk Lyrics || Barkate Raza
Aqa-e-Do-Jahan, Sarwar-e-Kainat ﷺ ki bargah-e-be-kas panah mein pesh kiya gaya yeh nihayat hi khoobsurat aur maqbool-e-khaso-aam salam ‘Madine Ke Aaqa Salamun Alaik’ Arshad ki aqeedat-bhari tahrir hai. Is pyare kalam mein nihayat hi aajizi aur lachari ke sath Aaqa ﷺ se madad, unki chashm-e-karam aur Madine ki haazri ki faryad pesh ki gayi hai. Aaye … Read more