Main Kya Bataun Tamanna-e-Zindagi Kya Hai Lyrics || Barkate Raza

Fana Bulandshahri ka tehrir karda yeh nihayat hi maqbool aur roohani Sufiyana kalam hai, jisme Murshad aur Aaqa ﷺ ki bargah mein be-had aqeedat aur sachi mohabbat ko pesh kiya gaya hai. Is kalam ke ek ek sher mein dil-e-majboor ki faryad aur unki aamad ke sadqe mili zindagi ki raunaq ka khoobsurat charcha hai. … Read more