WIRDE THA GHOUS E PAAK KA SALLE ALA MOHAMMADIN NAAT LYRICS

WIRDE THA GHOUS E PAAK KA SALLE ALA MOHAMMADIN NAAT LYRICS

 

 

Wirde Tha Ghous E Paak Ka

Salle Ala Mohammadin

Salle Ala Nabiye Na

Salle Ala Mohammadin

 

Parte Huzur Ki Sana Salle Ala Mohammadin

Madhe Sa’raa Ne Likh Diya Salle Ala Mohammadin

Shaha Ki Madd’h Ha Bhi Hai Kiya Salle Ala Mohammadin

Sunke Har Ek Ne Padh Diya Salle Ala Mohammadin

Aap Hain Ibne Mustafa Salle Ala Mohammadin

Mash’aale Rah E Murtaza Salle Ala Mohammadin

Salle Ala Wali Ye Na Salle Ala Mohammadin

Aap Hain Ibne Mustafa Salle Ala Mohammadin

Ghouse Khuda Hain Wah Kya Salle Ala Mohammadin

Noore Khuda Woh Mustafa Salle Ala Mohammadin

 

Ishq E Habib E Qibriya Fayez E Faize Kar Chuka Fouze Azim Mil Gaya

Salle Ala Mohammadin

 

Meher E Ali Woh Noor Hain Raske Chirage Tur Hain

Jinse Hai Deen E Poor Ziya Salle Ala Mohammadin

 

Husn O Kamal Shah Ka Hai Yeh Jamal Benawa

Mehwe Nazara Wah Kya Salle Ala Mohammadin

 

Zakire Ibner Mustafa Aa’si E Madd’he

Go Jo Tha Qabr Se Aati Hai Sadaa Salle Ala Mohammadin

 

 

Sharing Is Caring:

Leave a Comment