Zindagi Hay Nabi Ki Nabi Ke Liye Naat Lyrics || Barkate Raza

Ye khoobsoorat Naat-e-Paak “Zindagi Ye nahi hai Kisi ke liye” Huzoor Tajush Shariah, Mufti Akhtar Raza Khan (Azhari Miya) ki likhi hui ek azeem peshkash hai. Is rohani kalaam mein Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihi Wasallam) se sachi aqeedat aur Maslak-e-Aala Hazrat par qaim rehne ka paigham diya gaya hai. Yahan is Naat Shareef ko Roman, Hindi, Urdu, Gujarati aur Bangla scripts mein mukammal transcribe kiya gaya hai taake sabhi isey aasani se padh sakein.

Naat Information

FeatureDetails
TitleZindagi Ye nahi hai Kisi ke liye
Poet / WriterTajush Shariah Mufti Akhtar Raza Khan (Azhari Miya)
Famous ReciterNisar Ahmad Marfani
CategoryNaat Shareef / Manqabat
LanguageUrdu (Transcribed in multiple scripts)

Zindagi Ye Nahi Hai Kisi Ke Liye (Roman Urdu)
Zindagi ye nahi hai kisi ke liye
Zindagi hai Nabi ki ke liye

Naasamajh marte hain zindagi ke liye
Jeena marna hai sab kuchh ke liye

Anta Fihim ke daaman mein munkir bhi hain
Hum rahein ishrat-e-daaymi ke liye

Aish karlo yahan munkiron chaar din
Marke tarsoge is zindagi ke liye

Daagh-e-ishq-e-Nabi le chalo qabr mein
Hai charaagh-e-lahad roshni ke liye

Naqsh-e-paa-e-sagaan-e-Nabi dekhiye
Ye pata hai bahot rehbari ke liye

Maslak-e-Aala Hazrat salamat rahe
Ek pehchan deen-e-Nabi ke liye

Maslak-e-Aala Hazrat pe qaaim raho
Zindagi di gayi hai isi ke liye

Sulh-e-kulli ka nahi Sunniyon
Sunni Muslim hai saccha ke liye

Wo bulate hain koi ye aawaz de
Dam mein ja pahunchun main haaziri ke liye

Akhtar-e-Qadri khuld mein chal diya
Khuld waah hai har ek Qadri ke liye

ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए (Hindi)
ज़िन्दगी ये नहीं है किसी के लिए
ज़िन्दगी है नबी की नबी के लिए

नासमज मरते हैं ज़िन्दगी के लिए
जीना मरना है सब कुछ नबी के लिए

अन्त फ़ीहिम के दामन में मुनकिर भी हैं
हम रहे इशरते दायमी के लिए

ऐश करलो यहाँ मुन्किरों चार दिन
मरके तरसोगे इस ज़िन्दगी के लिए

दागे इश्क़े नबी ले चलो क़ब्र में
है चरागे लहद रोशनी के लिए

नक़्शे पा-इ-सगाने नबी देखिये
ये पता है बहोत रहबरी के लिए

मसलके आला हज़रात सलामत रहे
एक पहचान दीने नबी के लिए

मसलके आला हज़रात पे क़ायम रहो
ज़िन्दगी दी गयी है इसी के लिए

सुल्हे कुल्ली नबी का नहीं सुन्नियों
सुन्नी मुस्लिम है सच्चा नबी के लिए

वो बुलाते हैं कोई ये आवाज़ दे
दम में पहुंचूं में हाज़री के लिए

अखतरे क़ादरी खुल्द में चल दिया
खुल्द वाह है हर एक क़ादरी के लिए

زندگی یہ نہیں ہے کسی کے لیے (Urdu)
زندگی یہ نہیں ہے کسی کے لیے
زندگی ہے نبی کی نبی کے لیے

ناسمجھ مرتے ہیں زندگی کے لیے
جینا مرنا ہے سب کچھ نبی کے لیے

انت فیہم کے دامن میں منکر بھی ہیں
ہم رہیں عشرتِ دائمی کے لیے

عیش کرلو یہاں منکروں چار دن
مرکے ترسو گے اس زندگی کے لیے

داغِ عشقِ نبی لے چلو قبر میں
ہے چراغِ لحد روشنی کے لیے

نقشِ پائے سگانِ نبی دیکھیے
یہ پتہ ہے بہت رہبری کے لیے

مسلکِ اعلیٰ حضرت سلامت رہے
ایک پہچان دینِ نبی کے لیے

مسلکِ اعلیٰ حضرت پہ قائم رہو
زندگی دی گئی ہے اسی کے لیے

صلح کلی نبی کا نہیں سنیوں
سنی مسلم ہے سچا نبی کے لیے

وہ بلاتے ہیں کوئی یہ آواز دے
دم میں جا پہنچوں میں حاضری کے لیے

اخترِ قادری خلد میں چل دیا
خلد وا ہے ہر ایک قادری کے لیے

Leave a Comment