bas ek banda kafi hai
Aana jaana kya hai
Mujhe to bas chalna hai
Thaam ke hath tera
Sahara tu mera
Man ki tu dhun sun paaye
Shor mein geet sunaye
Main kaun tere bina
Sahara tu mera
Sahara tu mera
Meeh barasaye teri nigahein
Sahara tu mera
Mujhko bulayein teri panahein
Sahara tu mera
Bikhar jaun to aasaan kare tu tukdon mein yoon mile
Mere khoye hisse
Bikhar jaun to aasaan kare tu tukdon mein yoon mile
Mere khoye hisse
Sawaarna bhi tu hi to jaane aise mujhko jod de ke
Aaye no koyi dararein
Jaate jaate jaye
Yeh mushkilon ke saaye
Chahun main sath tera
Sahara tu mera
Meeh barasaye teri nigahein
Sahara tu mera
Mujhko bulayein teri panahein
Sahara tu mera
Meeh barasaye teri nigahein
Sahara tu mera
Mujhko bulayein teri panahein
Sahara tu mera
Sahara tu mera
Sahara tu mera
Sahara tu mera
Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera
Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera
Rabb Mileya Jad Mileya
Maahi Mainu Sang Tera
Na Hoke Bhi Kareeb Tu
Hamesha Paas Tha
Ke Sau Janam Bhi Dekhta
Main Tera Raasta
Na Hoke Bhi Kareeb Tu
Hamesha Paas Tha
Ke Sau Janam Bhi Dekhti
Main Tera Raasta
Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawale Kar Diya
Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawaale Kar Diya
Dekha Zamaana Saara Bharam Hai
Ishq Ibadat Ishq Karam Hai
Mera Thikana Teri Hi Dehleez Hai
Ho Main Hoon Deewarein
Chhat Hai Piya Tu
Rabb Ki Mujhe Nemat Hai Piya Tu
Mere Liye Tu Barkat Ka Taweez Hai
Zara Kabhi Meri Nazar Se
Khud Ko Dekh Bhi
Hai Chaand Mein Bhi Daag
Par Na Tujhme Ek Bhi
Khud Pe Hak Mera
Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawaale Kar Diya
Jo Bhi Hai Sab Mera
Tere Hawale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan
Tere Hawale Kar Diya
Mainu Chadheya Ishq Mein Rang Tera
Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera
Rabb Mileya Jad Mileya
Maahi Mainu Sang Tera