Sarkar-e-Do Aalam ﷺ ki bargah-e-aqdas mein nihayat hi adab aur aqeedat se pesh kiya gaya yeh ek behad hi pyaara aur roohani kalam hai. Is mubaarak kalam ke zariye Irfan Umar Haidri sahab ne Huzoor ﷺ ki aamad ki bahaar, unke sacche as-haab ki azmat aur unse sachi mohabbat ko behad dilkash andaaz mein bayan kiya hai. Aaiye Rao Hassan Ali Asad sahab ki pur-soz aawaz mein maqbool is naat ke pakiza alfaaz ko dil se padhein aur apne imaan ko taaza karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Aap Hain Bahaar Ya Nabi Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi |
| Poet / Writer | Irfan Umar Haidri |
| Category | Naat-e-Rasool ﷺ |
| Naatkhawan / Reciter | Rao Hassan Ali Asad |
Naat Lyrics in Roman
Aap Hain Bahaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Hain Rutbe Aap Ki Wajah
Jitne Aae Ambiya
Aap Hain Saalaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Aap Hain Bahaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Chehre Pe Hon Raunaqen
Lab Khushi Se Khil Uthen
Kahun Main Jitni Baar ‘Ya Nabi’
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Aap Hain Bahaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Jab Talak Hai Jaan Men Jaan
Mile Jo Doosra Jahaan
Karun Main Tujh Se Pyaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Aap Hain Bahaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Shafaa’aton Ki Khair De
Apni Kamli Ke Tale
Chhupaaen Khaaksaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Aap Hain Bahaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Kahe Na Kyun Ye Haidri
Abu-Bakar ‘Umar Gani
‘Ali Bhi Tere Yaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Aap Hain Bahaar Ya Nabi !
Dil Ka Hain Qaraar Ya Nabi !
Naat Lyrics in Hindi
आप हैं बहार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
हैं रुत्बे आप की वजह
जितने आए अम्बिया
आप हैं सालार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
आप हैं बहार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
चेहरे पे हों रौनक़ें
लब ख़ुशी से खिल उठें
कहूँ मैं जितनी बार, ‘या नबी’
दिल का हैं क़रार, या नबी !
आप हैं बहार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
जब तलक है जाँ में जाँ
मिले जो दूसरा जहाँ
करूँ मैं तुझ से प्यार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
आप हैं बहार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
शफ़ा’अतों की ख़ैर दे
अपनी कमली के तले
छुपाएँ ख़ाकसार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
आप हैं बहार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
कहे न क्यूँ ये हैदरी
अबू-बकर, ‘उमर, ग़नी
‘अली भी तेरे यार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
आप हैं बहार, या नबी !
दिल का हैं क़रार, या नबी !
Naat Lyrics in Urdu
آپ ہیں بہار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
ہیں رتبے آپ کی وجہ
جتنے آئے انبیاء
آپ ہیں سالار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
آپ ہیں بہار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
چہرے پہ ہوں رونقیں
لب خوشی سے کھل اٹھیں
کہوں میں جتنی بار ‘یا نبی’
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
آپ ہیں بہار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
جب تک ہے جاں میں جاں
ملے جو دوسرا جہاں
کروں میں تجھ سے پیار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
آپ ہیں بہار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
شفاعتوں کی خیر دے
اپنی کملی کے تلے
چھپائیں خاکسار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
آپ ہیں بہار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
کہے نہ کیوں یہ حیدری
ابوبکر، عمر، غنی
علی بھی تیرے یار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!
آپ ہیں بہار، یا نبی!
دل کا ہیں قرار، یا نبی!