Taleem-Ul-Islam PDF Book

Name: Taleem Ul Islaam Name: تعلیم الاسلام Author: Mufti Kafait Allah Dehlvi مفتی محمد کفایت اللہ دہلوی Language: Urdu Publisher: Maktaba Rahmania Publish Date: 24-Feb-1906 Description: Introduction to Islam and Eman Fundamental of Islam (in Q & A format)   Downlaod PDF files here (Instructions) Internet Explorer: To download the book, right click the link … Read more

Ay shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam Lyrics

Ay shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam Lyrics Ay shahenshah-e-madina assalat-o-wassalam zeenat-e arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam rabbi-habli-ummati kehte huway paida huay rab ne farmaya ke bakhsha assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam, zeenat-e-arsh-e mu’alla, assalat-o-wassalam sar jhuka kar ba adab ishq-e rasoolallah may, keh raha he har sitara assalat-o-wassalam ae shahenshah-e-madina, assalat-o-wassalam, zeenat-e-arshe-e mu’alla, assalat-o-wassalam mu’mino padhthay raho tum apnay aqa par … Read more

Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics

Aaya Ramzan ka Mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics Aaya Ramzan ka mahina Kafila chala soo-e-Madina lyrics Aaya Ramzaan ka mahina Khafila chala soo-e-Madina Mujhe bhi do izn-e-Madina aane ki Sarkare Madina Mujhe na aaya bulawa kitni hai dil me tamanna kash Aqa mai bhi dekh leta bahar-e-Ramzaan-e-Madina Meri qismat ko bhi Khudara Tum sajana Hasnain … Read more

Aamad E Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman Lyrics || आमद-ए-मुस्तफ़ा से है फूला फला चमन चमन

Aamad-e-Mustafa Se Hai Phoola Phala Chaman Chaman ek mashhoor aur dilkash Naat Sharif hai jo Sarkar-e-Do Aalam, Rahmatul-lil-Aalameen Hazrat Muhammad ﷺ ki tashreef aawari ki khushi ko nihayat khoobsurat andaaz mein bayan karti hai. Is Naat mein gulshan, phool, kaliyan, bahaar aur bulbulon ki misaalon ke zariye woh khushi aur rehmat bayan ki gayi hai … Read more

Zamino Zamaan Tumhare liye Naat Lyrics

Zamino Zamaan Tumhare liye Naat Lyrics Zamino Zamaan tumhare liye Makino Makan tumhare liye Chunino Chuna tumhare liye Bane do jahan tumhare liye Dahan me zuban tumhare liye Badan me hai Jaan tumhare liye Hum aye Yahan tumhare liye Uthe bhi Wahan tumhare liye Farishte Khidam Rasoole Hashm Tamame Umam Ghulame karam Wajoodo Adam Haduso … Read more

Zahe Izzato Aetala-E Muhammad

Zahe Izzato Aetala-E Muhammad Zahe Izzato Aetala-E Muhammad Ke Hai Arsh E Haq Zere Paa-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Makaa(n) Arsh Unka Falak Farsh Unka Malak Khaadimane Sara-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Khuda Ki Raza Chahte Hai Do Aalam Khuda Chahta Hai Raza-E Muhammad صلی اللہ علیہ وسلم Ajab Kya Agar Raham Farma … Read more