Khwaja Gareeb Nawaz Ki Baargah Me Ek Nihayat Hi Pyara Nazarana E Aqeedat Paish Kiya Gaya Hai.
Is Manqabat E Paak Mein Sultane Hind Ki Shaan Aur Unke Be-Shumaar Rohani Faiz Ka Zikr Milta Hai.
Aaiye Is Khoobsurat Aur Rooh-Parwar Kalam Ka Mutala Karte Hain Aur Is Se Dil Ko Munawwar Karte Hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai |
| Poet / Writer | Sayyid (Syed) |
| Category | Manqabat e Garib Nawaz |
| Naatkhawan / Reciter | Traditional |
Naat Lyrics in Roman
Baabe Haram Khula Hai Chati Ki Bahar Hai
Har Soo Nuzoole Rehmate Parwardigar Hai
Hum Hindiyon Ke Dil Mein Jo Imaan Ka Noor Hai
Usmaan Ke Laal Ka Karam Be Shumaar Hai
Sadqa Rasoole Paak Ka Ajmer Mein Mile
Dariya E Faiz Chisht Ka Ye Aabshaar Hai
Zahid Bahare Ishq Ki Kuch Kaifiyat Na Pooch
Har Zakhme Dil Hara Hai Jigar Laala Zaar Hai
Dhalti Hai Shaame Zindagi Khwaja Ab Aaiye
Sayyid Ki Chashme Nam Ko Tera Intezaar Hai
Naat Lyrics in Hindi
बाब-ए-हरम खुला है छठी की बहार है
हर सू नुज़ूले रहमते परवरदिगार है
हम हिन्दियों के दिल में जो ईमान का नूर है
उस्मान के लाल का करम बे-शुमार है
सदक़ा रसूले पाक का अजमेर में मिले
दरिया-ए-फ़ैज़ चिश्त का ये आबशार है
ज़ाहिद बहारे इश्क़ की कुछ कैफ़ियत न पूछ
हर ज़ख़्मे दिल हरा है जिगर लाला ज़ार है
ढलती है शामे ज़िन्दगी ख़्वाजा अब आइये
सय्यद की चश्मे नम को तेरा इंतिज़ार है
Naat Lyrics in Urdu
بابِ حرم کھلا ہے چھٹی کی بہار ہے
ہر سو نزولِ رحمتِ پروردگار ہے
ہم ہندیوں کے دل میں جو ایمان کا نور ہے
عثمان کے لال کا کرم بے شمار ہے
صدقہ رسولِ پاک کا اجمیر میں ملے
دریاۓ فیضِ چشت کا یہ آبشار ہے
زاہد بہارِ عشق کی کچھ کیفیت نہ پوچھ
ہر زخمِ دل ہرا ہے جگر لالہ زار ہے
ڈھلتی ہے شامِ زندگی خواجہ اب آئیے
سید کی چشمِ نم کو تیرا انتظار ہے