Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Barelvi Alaihirrahma Ki Muhabbat Aur Azmat Par Likhi Gayi Yeh Ek Intehaye Pyari Aur Purnoor Manqabat E Paak Hai.
Is Khoobsurat Kalam Ko Mashhoor Shayer Aur Naatkhawan Hazrat Asad Iqbal Kalkattavi Ne Apne Dil-Gudaz Andaaz Mein Paish Kiya Hai.
Aaiye Is Barkat Se Bhari Manqabat Sharif Ko Padh Kar Apne Quloob Ko Ishq E Raza Se Munawwar Karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Ham Raza Wale |
| Poet / Writer | Asad Iqbal Kalkattavi |
| Category | Manqabat-E-Ala-Hazrat |
| Naatkhawan / Reciter | Asad Iqbal Kalkattavi |
| Book Name | Unknown |
Ham Raza Wale Lyrics In Roman
Barjasta Ye Karte Hain Ailan Raza Wale
De Deñge Muhammad Pe Ye Jaan Raza Wale
Sarkar-E-Madina Ka Koi Nahiñ Saani Hai
Is Baat Pe Rakhte Haiñ Iman Raza Wale
Sarkar Ke Dushman Se Samjhaut Nahin Karte
Rakhte Haiñ Anokhi Ye Pahchan Raza Wale
Chalti Hai Koi Aañdhi Jab Samt-E-Madina Ko
Rahte Haiñ Khade Ho Kar Chattan Raza Wale
Ham Raza Wale Lyrics In Hindi
बरजस्ता ये करते हैं एलान रज़ा वाले
दे देंगे मुहम्मद पे ये जान रज़ा वाले
सरकार-ए-मदीना का कोई नहीं सानी है
इस बात पे रखते हैं ईमान रज़ा वाले
सरकार के दुश्मन से समझौता नहीं करते
रखते हैं अनोखी ये, पहचान रज़ा वाले
चलती है कोई आंधी जब सम्त-ए-मदीना को
रहते हैं खड़े हो कर, चट्टान रज़ा वाले
Ham Raza Wale Lyrics In Urdu
برجستہ یہ کرتے ہیں اعلان رضا والے
دے دیں گے محمد پہ یہ جان رضا والے
سرکارِ مدینہ کا کوئی نہیں ثانی ہے
اس بات پہ رکھتے ہیں ایمان رضا والے
سرکار کے دشمن سے سمجھوتہ نہیں کرتے
رکھتے ہیں انوکھی یہ پہچان رضا والے
چلتی ہے کوئی آندھی جب سمتِ مدینہ کو
رہتے ہیں کھڑے ہو کر چٹان رضا والے