Jab zaban par Mohammad ka naam aa gaya Lyrics
Mustafa Mustafa Mustafa Mustafa
Allahumma Salli ‘Ala Mohammad
Wa ‘Ala ‘ali Mohammad
Jab zaban par Mohammad ka naam aa gaya
Aasman se durud-o-salam aa gaya
Mustafa
Allahumma Salli ‘Ala Mohammad
Wa ‘Ala ‘ali Mohammad
Soz-e-furqat se dil jab pareshan hua
Lab pe la taqnatun ka payam aa gaya
Mustafa
Allahumma Salli ‘Ala Mohammad
Wa ‘Ala ‘ali Mohammad
Jab madine me pahunchun fiza gunj uthe
Logon shaida-e-khair-ul-anam aa gaya
Mustafa
Allahumma Salli ‘Ala Mohammad
Wa ‘Ala ‘ali Mohammad
Kaash phir hazri ki ijazat mile
Phir karun arz Aaqa ghulam aa gaya
Mustafa
Allahumma Salli ‘Ala Mohammad
Wa ‘Ala ‘ali Mohammad