Kamli Wala Kamli Wala Lyrics
Kamli wala, kamli wala, kamli wala,kamli wala
Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale
Wo hai badshah-e jahaan, Jameel-o-jaleel wo aisa,
dur karde har ek gum ko, wo hain data aisa, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala
Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale
Arzoo hain wo, tamannah hai wo, ilahi ki haseen roshni hai wo, zindagi hai wo, bandagi hai wo, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala
Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam)kamli orne wala, Apne kamli mein chupale
Muzammil usi ka naam, Mudassir usi ka naam,
hazir-o-Nazir wahi hain, zahir wahi hain, batin wahi, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala
Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale
Lakh kahe zamana, Bura Mujko, kuch nahi khabar mujko,
mujhe bas yahi pata hain, dur kardega hare ek khata, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala
Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale
Nah roke koi is dil ko, mil gayi isko apni manzil,
wahi hai jana baag-e-Mustafa mein , apni ruh ko qurbaan karna, mere Aqa, mere aqa, Kamli wala, kamli wala
Ya Nabi (salla Llahu ‘alayhi wa sallam) kamli orne wala, Apne kamli mein chupale
- Syed Makhdoom Ashraf Jahangir Semnani Biography
- Syed Ahmed Kabir Rifai Biography Roman Urdu and English
- Hazrat Imaam Zain-ul-Aabideen Ali al-Awsat rahmatullahi alaihi
- Hazrat Ali Radiallahu Anhu – Biography
- LIFE HISTORY OF TAAJUSH SHARIAH ALIHIRRAHMA
- Hazrat Makhdoom Syed Auhad-ud-deen Ashraf Jahangir Simnani
- Hazrat Khwaja Syed Ala-ud-deen Ali Ahmed Sabir Kaliyari rahmatullāhi alaihi
- Khwaja Moinuddin Chishti History in Hindi