Koi Kami Nahin Rahi Sab Kuchh Kama Liya Lyrics || Barkate Raza


Yeh behtareen aur rohani naat e paak ashiqan e rasool ke dilon ko ishq e nabi se munawwar karne ka ek khubsurat zariya hai. Is mubarak kalaam ko parh kar ruh ko bacha sukoon milta hai aur madine ki yaad taza ho jati hai. Aap is khoobsoorat naat ko niche diye gaye mukammal lafzon mein parh sakte hain.

Naat InformationDetails
Naat TitleKoi Kami Nahin Rahi Sab Kuchh Kama Liya
Poet / WriterZiya
CategoryNaat
Naatkhawan / ReciterOwais Raza Qadri
Book NameBarkate Raza Naat Book

Koi Kami Nahin Rahi Sab Kuchh Kama Liya Lyrics In Roman

Koi Kami Nahin Rahi Sab Kuchh Kama Liya
Jab Se Huzur Ne Mujhe Apna Banaa Liya

Faiz E Kamaal Aap Ke Qadmon Ka Dekhiye
Yasrab Ki Sar Zameen Ko Taiba Bana Diya

Nazr E Karam Hai Aapki Rahamat Kamal Hai
Mujh Jaise Sang-E Raah Ko Heera Banaa Diya

Duniya Ki Sari Nematen Us Par Nisar Hain
Jisne Bhi Sar Ko Aapke Dar Par Jhuka Diya

Marta Nahin Hai Mar Ke Bhi Aaqa Ka Woh Ghulam
Jisne Nabi Ke Ishq Mein Khud Ko Mita Diya

Meri Ziya Ko Raushni Tab Se Mili Ziya
Jab Se Huzur Ne Mujhe Dar Par Bula Liya

Koi Kami Nahin Rahi Sab Kuchh Kama Liya
Jab Se Huzur Ne Mujhe Apna Banaa Liya

Koi Kami Nahin Rahi Sab Kuchh Kama Liya Lyrics In Hindi

कोई कमी नहीं रही सब कुछ कमा लिया
जब से हुज़ूर ने मुझे अपना बना लिया

फ़ैज़ ए कमाल आपके क़दमों का देखिए
यसरब की सर ज़मीन को तैबा बना दिया

नज़रे करम है आपकी रहमत कमाल है
मुझ जैसे संग ए राह को हीरा बना दिया

दुनिया की सारी नेमतें उस पर निसार हैं
जिसने भी सर को आपके दर पर झुका दिया

मरता नहीं है मर के भी आक़ा का वह ग़ुलाम
जिसने नबी के इश्क़ में ख़ुद को मिटा दिया

मेरी ज़िया को रौशनी तब से मिली ज़िया
जबसे हुजूर ने मुझे दर पर बुला लिया

कोई कमी नहीं रही सब कुछ कमा लिया
जब से हुज़ूर ने मुझे अपना बना लिया

Koi Kami Nahin Rahi Sab Kuchh Kama Liya Lyrics In Urdu

کوئی کمی نہیں رہی سب کچھ کما لیا
جب سے حضور ﷺ نے مجھے اپنا بنا لیا

فیض کمال آپ کے قدموں کا دیکھیے
یثرب کی سرزمین کو طیبہ بنا دیا

نظر کرم ہے آپ کی رحمت کمال ہے
مجھ جیسے سنگ راہ کو ہیرا بنا دیا

دنیا کی ساری نعمتیں اس پر نثار ہیں
جس نے بھی سر کو آپ کے در پر جھکا دیا

مرتا نہیں ہے مر کے بھی آقا کا وہ غلام
جس نے نبی کے عشق میں خود کو مٹا دیا

میری ضیاء کو روشنی تب سے ملی ضیاء
جب سے حضور ﷺ نے مجھے در پر بلا لیا

کوئی کمی نہیں رہی سب کچھ کما لیا
جب سے حضور ﷺ نے مجھے اپنا بنا لیا

Leave a Comment