Rabi un noor Aaya Hai Lyrics

Rabi un noor Aaya Hai Lyrics   रबी’उन्नूर आया है, रबी’उन्नूर आया है रबी’उन्नूर आया है, रबी’उन्नूर आया है रहें हाथों में झंडियाँ, चलो बाँटे मिठाईयाँ जलाओ मोम-बत्तियाँ, सजे दरवाज़े खिड़कियाँ गिराओ जलने वालों के दिलों पर आज बिजलियाँ ज़मीं महकी, फ़लक चमका है, का’बा मुस्कुराया है रबी’उन्नूर आया है, रबी’उन्नूर आया है रबी’उन्नूर आया … Read more

Hazrat Ghaazi Saalaar Mas’ood Biography: History & Shahadat || Barkate Raza

Hindustan ki tareekh me bohot se azeem mujahideen aur Auliya Allah guzre hain jinhon ne apni jawani aur poori zindagi deen-e-Islam ki sarbulandi ke liye waqf kar di. Inhi azeem hastiyon me ek bohot hi mohtaram aur bahadur naam Hazrat Ghaazi Saalaar Mas’ood rahmatullahi alaihi ka hai. Aap ko awam-un-naas me “Baala Peer” ke naam … Read more

Hazrat Sayyed Abu Saalih Moosa Jangi-dost Biography

Hazrat Sayyed Abu Saalih Moosā Jangi-dost rahmatullāhi alaihi: Ibtidaai Ta’aruf Aur Khandaan Wilaadat: Aap ki wilaadat 27 Rajab 400 Hijri (March 1010 A.D.) ko Jilan (Iran) me hui. Waalid: Aap ke waalid ka naam Hazrat Sayyed Abdullāh Jilli bin Sayyed Yahyā Zaahid rahmatullahi alaihi hai. Nasab: Aap Hasani saadaat hain. Silsila-e-Tareeqat Peer-o-Murshid: Aap apne waalid … Read more

Hazrat Sayyed Abul Husain Ahmad-e-Noori Miyan Barkaati Biography || Barkate Raza

Hazrat Sayyed Abul Husain Ahmad-e-Noori Miyan Barkaati rahmatullāhi alaihi: Alqaab Qutb-ul-Irshaad Siraaj-ul-Auliya Aarif-e-Noori Ibtidaai Ta’aruf, Wilaadat Aur Khandaan Wilaadat: Aap ki wilaadat 19 Shawwaal 1255 Hijri (26 December 1839 A.D.) ko Jumeraat ke roz Marehra (Uttar Pradesh) me hui. Waalidain: Aap ke waalid ka naam Hazrat Sayyed Shaah Zahoor Hasan bin Sayyed Shaah Aal-e-Rasool Ahmadi … Read more

Hazrat Imaam Umar bin Abdul Azeez Biography

Hazrat Imaam Umar bin Abdul Azeez Biography     Hazrat Imaam Umar bin Abdul Azeez rahmatullāhi alaihi :     ________ Laqab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Mujaddid e awwal. ******************* Aap ki wilaadat 26 Safar 63 Hijri (2 November 682 A.D.) ko Helwan (Egypt) hui. Aap ke waalid ka naam Abdul Azeez bin Marwaan aur waalida ka naam … Read more

Hazrat Munawwar Ali Shaah Qaadri Biography || Barkate Raza

Tareekh-e-Tasawwuf (History of Sufism) me aisi bohot si azeem hastiyaan guzri hain jinhon ne apni saari zindagi ALLAH aur Uske Rasool sallallahu alaihi wa sallam ki mohabbat, ibadat aur makhlooq-e-Khuda ki khidmat me waqf kar di. Inhi noorani aur muqaddas hastiyon me ek bohot hi azeem aur hairat-angez naam Hazrat Munawwar Ali Shaah Qaadri rahmatullahi … Read more

Tafseer e Qurtubi (تفسیر قرطبی) Urdu Complete 10 Volumes PDF Free Download || Barkate Raza

Quran-e-Majeed ki azmat aur uske ahkam ko samajhne ke liye “Tafseer e Qurtubi (تفسیر قرطبی)” ek be-misaal aur azeem kitab hai. Iska asal naam “Al-Jami’ li Ahkam al-Quran” hai jise Imam Abu Abdullah Al-Qurtubi (R.A) ne tehreer farmaya hai. Is tafseer ki sab se badi khasiyat yeh hai ke ismein Quran ki un aayat par zyada tawajjo di gayi hai jinse … Read more

Hazrat Imaam Sayyed Moosa al-Kaazim Biography

Hazrat Imaam Sayyed Moosa al-Kaazim Biography   ________ Alqaab : ‾‾‾‾‾‾‾‾ Kaazim (One who swallows his anger), Baab-ul-Hawaa’ij (Door of fulfilment of needs). ************ Aap ki wilaadat 7 Safar 128 Hijri (6 November 745 A.D.) ko Abwā (Saudi Arabia) me hui. Aap ke waalid ka naam Hazrat Imaam Sayyed Ja’afar as-Saadiq bin Imaam Sayyed Muhammad … Read more

Hazrat Maulana Sardaar Ahmad Biography | Mohaddeeṡ-e-Aazam-e-Pakistan

Hazrat Allama Maulana Sardaar Ahmad rahmatullāhi alaihi: Alqaab Mohaddeeṡ-e-Aazam-e-Pakistan Bahr-ul-uloom Ibtidaai Ta’aruf Aur Taleemi Safar Wilaadat: Aap ki wilaadat 1329 Hijri (1911 A.D.) me Diyal Garh, Gurdaspur me hui. Aap ke waalid zameendaar the aur bahot ameer the. Ruhani Inqilaab: Apne watan me Matric ki padhai puri karne ke baad Aap aage padhai ke liye … Read more

Hazrat Allama Qaari Muhammad Muslih-ud-deen Siddeeqi Biography || Barkate Raza

Hazrat Allama Qaari Muhammad Muslih-ud-deen Siddeeqi rahmatullāhi alaihi: Ibtidaai Ta’aruf Aur Khandaan Wilaadat: Aap ki wilaadat 11 Rabi-ul-awwal 1336 Hijri (27 December 1918 A.D.) ko Peer ke roz Nander, Hyderabad me hui. Waalid: Aap ke waalid ka naam Ghulaam Jeelaani bin Mohammad Noor-ud-deen hai. Taleemi Safar Aur Asaatiza Hifz-e-Qur’an: Aap ne apne waalid se ibtidai … Read more