shohra jahaan mein aam hai baba fareed ka lyrics
shohra jahaan mein aam hai baba fareed ka
har lab pe aaj naam hai baba fareed ka
bigde hue naseeb sanwar jaayenge abhi
bigdi banaana kaam hai baba fareed ka
sagir ko ik nigah se sabir bana diya
koi kisi ka koi kisi ka
par mere baba fareed uddin
majnu ko mili laila yusuf ko zulekha
aur mujhe baba fareed uddin
takhayyur mein farishton ne talaashi li to kya nikla
faqat ek dil ke kone par yahi misra likha dekha
sagir ko ik nigah se sabir bana diya
kitna bada makaam hai baba fareed ka
- Wo Na Aayen To Hawa Bhi Nahi Aaya Karti Lyrics
- Kya Bhala Mujhko Parakhne Ka Nateeja Nikla Lyrics
- Chehre Jadeed Jism Purane Lage Mujhe Lyrics
- Aadmi Kirdar Se Banta Hai RangoƱ Se Nahi Lyrics
- Patthar Mujhe Sharminda e Guftaar Na Kar De Lyrics
- Haath Insaaf Ke Choron Ka Bhi Kya Main KaatuƱ Lyrics
- Jee Dhoondta Hai Lyrics