Sultan E Har Do-Aalam Jaan-E Bahaar Aaye Ek Nihayat Hi Pyaari Aur Roohani Naat Sharif Hai Jise Mashhoor Shair-E-Islam Saim Chishti Sahab Ne Likha Hai. Is Mubarak Kalam Mein Huzoor Ki Shaan-E-Azeem Aur Unki Aamad Ka Badi Khoobsurti Se Zikr Kiya Gaya Hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Sultan E Har Do-Aalam Jaan-E Bahaar Aaye |
| Poet / Writer | Saim Chishti |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Sultan E Har Do-Aalam Jaan-E Bahaar Aaye Lyrics In Roman
Sultan-E-Har Do-Aalam Jaan-E-Bahaar Aaye
Aflaak O Laa Makaan Ke Nabi Shahsawar Aaye
Elaan Kar Ke Unka Sabhi Ambiya Gaye Jab
Nabiyon Ki Saltanat Ke Nabi Shahreyaar Aaye
Jo Bhi Talab Hai Tum Ko Mere Mustafa Se Maango
Le Ke Hain Woh Khuda Se Sabhi Ikhtiyar Aaye
Qad Jaa-A-Kum Min-Allah Noorun Ka Taaj Pahne
Rabb-E Jahan Ka Pahla Wohi Shaahkaar Aaye
Rizwan Ho Ke Qudsi Hooren Hon Ya Malaayak
Bahr-E Jamal-E-Ahmad Sabhi Baar Baar Aaye
Rukh Pe Shafaa’aton Ka Sehra Saja Ke Aaqa
Sabhi Aasiyon Ke Dil Ka Bankar Qaraar Aaye
Raahen Rahe Sajaate Jinki Rasool Saare
Wohi Tajdaar-E-Aalam Aali Waqaar Aaye
Jab Chaand Aamna Ka Jholi Mein Unki Aaya
Qadmon Pe Unke Qudsi Hone Nisar Aaye
Anwaar Se Tha Jinke Arsh-E-Azeem Raushan
Saim Zameen Ko Karne Wohi Taabdaar Aaye
Sultan E Har Do-Aalam Jaan-E Bahaar Aaye Lyrics In Hindi
सुल्तान ए हर दोआलम जान ए बहार आए
अफ़लाक ओ ला-मकां के नबी शहसवार आए
एलान कर के उनका सभी अंबिया गए जब
नबियों की सल्तनत के नबी शहरयार आए
जो भी तलब है तुमको मेरे मुस्तफा से मांगो
ले के हैं वोह ख़ुदा से सभी इख़्तियार आए
क़द जा-अकुम मिन अल्लाह! नूरुन का ताज पहने
रब्बे जहां का पहला वोही शाहकार आए
रिज़वान हों के क़ुदसी, हूरें हों या मलायक
बहर ए जमाल ए अहमद सभी बार-बार आए
रुख़ पे शफ़ाअ़तों का सेहरा सजा के आक़ा
सभी आसियों के दिल का बनकर क़रार आए
राहें रहे सजाते जिनकी रसूल सारे
वोही ताजदार ए आलम आ़ली वक़ार आए
जब चांद आमना का झोली में उनकी आया
क़दमों पे उनके क़ुदसी होने निसार आए
अनवार से था जिनके अ़र्श ए अज़ीम रौशन
‘साइम’ ज़मीं को करने वोही ताबदार आए
Sultan E Har Do-Aalam Jaan-E Bahaar Aaye Lyrics In Urdu
سلطانِ ہر دوعالم جانِ بہار آئے
افلاک و لامکاں کے نبی شہسوار آئے
اِعلان کرکے ان کا سبھی انبیاء گئے جب
نبیوں کی سلطنت کے نبی شہریار آئے
جو بھی طلب ہے تم کو مرے مصطفیٰ سے مانگو
لے کے ہیں وہ خدا سے سبھی اِختیار آئے
قَدْ جَاءَکُمْ مِنَ اللّٰہ! نورٌ کا تاج پہنے
ربِ جہاں کا پہلا وہی شاہکار آئے
رضوان ہوں کہ قدسی، ہوریں ہوں یا ملائک
بحرِ جمالِ احمد سبھی بار بار آئے
رخ پہ شفاعتوں کا سہرا سجا کے آقا
سبھی عاصیوں کے دل کا بن کر قرار آئے
راہیں رہے سجاتے جن کی رسول سارے
وہی تاجدارِ عالم عالی وقار آئے
جب چاند آمنہ کا جھولی میں ان کی آیا
قدموں پہ ان کے قدسی ہونے نثار آئے
انوار سے تھا جن کے عرشِ عظیم روشن
صائم زمیں کو کرنے وہی تابدار آئے