Yeh Nihayat Hi Dilkash Aur Ruhani Manqabat Khwaja Hasan Piya Ki Shaan Mein Likhi Gayi Hai. Is Kalam Mein Murshid Se Be-Panah Aqeedat Aur Mohabbat Ka Izhaar Nihayat Hi Khubsurat Andaz Mein Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Ruhani Kalam Ke Mubarak Alfaaz Aur Ashaar Ka Mutala Karte Hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Ye Khuda Jane Zamane Ke Liye Kya Aap Hain |
| Poet / Writer | Unknown |
| Category | Manqabat |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaj Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Ye Khuda Jane Zamane Ke Liye Kya Aap Hain Lyrics In Roman
Ye Khuda Jaane Zamane Ke Liye Kya Aap Hain
Main To Itna Jaanta Hoon Mera Kaaba Aap Hain
Ya Khwaja Hasan Piya
Ghair Ke Aage Kabhi Dast E Talab Uthte Nahin
Ham Ghareebon Ke Liye Rahmat Sarapa Aap Hain
Ya Khwaja Hasan Piya
Aap Hi Pe Naaz Mujhko Aap Se Mera Wajood
Qatra E Naacheez Main Hun Aur Dariya Aap Hain
Ya Khwaja Hasan Piya
Aap To Jalwa Numa Hain Aayina Dar Aayina
Sach To Ye Hai Meri Aankhon Ka Ujala Aap Hain
Ya Khwaja Hasan Piya
Ab To Jazbe Ishq Me Ehsaas Bhi Itna Nahi
Main Tamasha Ban Gaya Hun Ya Tamasha Aap Hain
Ya Khwaja Hasan Piya
Ye Khuda Jaane Zamane Ke Liye Kya Aap Hain
Main To Itna Jaanta Hoon Mera Kaaba Aap Hain
Ye Khuda Jane Zamane Ke Liye Kya Aap Hain Lyrics In Hindi
ये ख़ुदा जाने ज़माने के लिए क्या आप हैं
मैं तो इतना जानता हूं मेरा काबा आप हैं
या ख़्वाजा हसन पिया
ग़ैर के आगे कभी दस्ते तलब उठते नहीं
हम गरीबों के लिए रहमत सरापा आप हैं
या ख़्वाजा हसन पिया
आप ही पे नाज़ मुझको आप से मेरा वजूद
क़तरा ए नाचीज़ मैं हूं और दरिया आप हैं
या ख़्वाजा हसन पिया
आप तो जलवानुमा हैं आईना दर आईना
सच तो ये है मेरी आंखों का उजाला आप हैं
या ख़्वाजा हसन पिया
अब तो जज़्बे इश्क़ में एहसास भी इतना नहीं
मैं तमाशा बन गया हूं या तमाशा आप हैं
या ख़्वाजा हसन पिया
ये ख़ुदा जाने ज़माने के लिए क्या आप हैं
मैं तो इतना जानता हूं मेरा काबा आप हैं
Ye Khuda Jane Zamane Ke Liye Kya Aap Hain Lyrics In Urdu
یہ خدا جانے زمانے کے لیے کیا آپ ہیں
میں تو اتنا جانتا ہوں میرا کعبہ آپ ہیں
یا خواجہ حسن پیا
غیر کے آگے کبھی دستِ طلب اٹھتے نہیں
ہم غریبوں کے لئے رحمت سراپہ آپ ہیں
یا خواجہ حسن پیا
آپ ہی پہ ناز مجھ کو آپ سے میرا وجود
قطرۂ نا چیز میں ہوں اور دریا آپ ہیں
یا خواجہ حسن پیا
آپ تو جلوہ نما ہیں آئینہ در آئینہ
سچ تو یہ ہے میری آنکھوں کا اجالا آپ ہیں
یا خواجہ حسن پیا
اب تو جذبِ عشق میں احساس بھی اتنا نہیں
میں تماشا بن گیا ہوں یا تماشہ آپ ہیں
یا خواجہ حسن پیا
یہ خدا جانے زمانے کے لیے کیا آپ ہیں
میں تو اتنا جانتا ہوں میرا کعبہ آپ ہیں