Zikr-E-Huzoor-E-Paak Hai Mere Liye Ghiza-E-Rooh Ek Behad Khoobsurat Aur Roohani Kalam Hai Jo Dil Ko Sukoon-O-Chain Bakhshta Hai. Is Post Mein Is Shandar Naat Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Zabaan Mein Pesh Kiye Gaye Hain.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Zikr-E-Huzoor-E-Paak Hai Mere Liye Ghiza-E-Rooh |
| Poet / Writer | Mufti Jameel-ur-Rahman Qadri |
| Category | Naat |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaj Owais Raza Qadri |
| Book Name | Qabaalah-E-Bakhshish |
Zikr-E-Huzoor-E-Paak Hai Mere Liye Ghiza-E-Rooh Lyrics In Roman
Zikr-E-Huzoor-E-Paak Hai Mere Liye Ghiza-E-Rooh
Qalb Ka Chain Isee Se Hai Kahiye Isay Dawa-E-Rooh
Aisa Mujhe Kare Khuda Yaad-E-Huzoor Meiñ Fana
Har Rag-O-Pay Meiñ ‘Ishq-E-Shaah Mere Rahe Bajaaye Rooh
Mid-Hat-E-Shaah-E-Deeñ Ka Noor Har Rag-O-Pay Meiñ Hai Zaroor
Qabr Meiñ Thee Jo Teergi Phayl Gayi Ziya-E-Rooh
Taiba Pe Hai Idhar Nazar Hooroñ Ka Ishtiyaaq Udhar
Dekhiye Ba’ad-E-Intiqaal Kaun Si Samt Jaaye Rooh
Kar Lo Qubool Ya Nabi ‘Arz-E-Jameel-E-Qaadiri
Jab Ke Juda Ho Jism Se Taiba Meiñ Ghar Banaaye Rooh
Zikr-E-Huzoor-E-Paak Hai Mere Liye Ghiza-E-Rooh Lyrics In Hindi
ज़ीक्र-ए-हुज़ूर-ए-पाक है मेरे लिए ग़िज़ा-ए-रूह
क़ल्ब का चैन इसी से है कहिए इसे दवा-ए-रूह
ऐसा मुझे करे ख़ुदा याद-ए-हुज़ूर में फ़ना
हर रग-ओ-पै में इश्क़-ए-शाह मेरे रहे बजाए रूह
मिदहत-ए-शाह-ए-दीं का नूर हर रग-ओ-पै में है ज़रूर
क़ब्र में थी जो तीरगी फैल गई ज़िया-ए-रूह
तैबा पे है इधर नज़र हूरों का इश्तियाक़ उधर
देखिए बाद-ए-इन्तिक़ाल कौन सी सम्त जाए रूह
कर लो क़बूल या नबी अर्ज़-ए-जमील-ए-क़ादिरी
जब के जुदा हो जिस्म से तैबा में घर बनाए रूह
Zikr-E-Huzoor-E-Paak Hai Mere Liye Ghiza-E-Rooh Lyrics In Urdu
ذکرِ حضورِ پاک ہے میرے لیے غذاۓ روح
قلب کا چین اسی سے ہے کہئے اسے دواۓ روح
ایسا مجھے کرے خدا یادِ حضور میں فنا
ہر رگ و پے میں عشقِ شاہ میرے رہے بجاۓ روح
مدحتِ شاہِ دیں کا نور ہر رگ و پے میں ہے ضرور
قبر میں تھی جو تیرگی پھیل گئی ضیاۓ روح
طیبہ پہ ہے ادھر نظر حوروں کا اشتیاق ادھر
دیکھیے بعدِ انتقال کون سی سمت جاۓ روح
کر لو قبول یا نبی عرضِ جمیلِ قادری
جب کہ جدا ہو جسم سے طیبہ میں گھر بناۓ روح