Azan Ka Tarika | Azan Kaise Dein aur Azan Ka Jawab Kaise Dein
Masjid ke bahari hisse mein oonchi jagah par Qibla (क़िबला) ki taraf munh karke khada ho aur kaano ke surakhon mein kalime ki ungliyan (index fingers) daal kar buland aawaz se “Allahu Akbar, Allahu Akbar” kahe. Phir zara thehar kar “Allahu Akbar, Allahu Akbar” kahe. Phir zara thehar kar do martaba “Ashhadu al-la ilaha illallah” kahe. Phir do martaba thehar-thehar kar “Ashhadu anna Muhammadar-Rasoolullah” kahe. … Read more