Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand Lyrics

Bazm-e-Jahan Me Main Bhi Hun Ae Shama Dardmand Lyrics   Shama The Candle Bazm-e-Jahan Mein Main Bhi Hun Ae Shama! Dardmand Faryad Dar Gira Sift-e-Dana-e-Sapand   Di Ishq Ne Hararat-e-Souz-e-Duron Tujhe Aur Gul Farosh-e-Ashak-e-Shafaq-Goon Kiya Mujhe   Ho Shama-e-Bazm-e-Aysh Ke Shama-e-Mazar Tu Har Haal Ashak-e-Gham Se Rahi Humkinar Tu   Yak Been Teri  Nazar Sift-e-Ashiqan-e-Raaz … Read more

Khak-e Paa Unki Jahan Bhi Kahin Payi Jaye

Khak-e Paa Unki Jahan Bhi Kahin Payi Jaye     خاک پا انکی جہاں بھی کہیں پائی جائے دل یہ کہتا ہے کہ آنکھوں سے لگائی جائے ख़ाक ए पा उनकी जहा‌ं भी कहीं पायी जाए दिल यह कहता है के आंखों से लगाई जाए Khak-e-Paa Unki Jahan Bhi Kahin Payi Jaye, Dil Ye Kahta … Read more

Ae Aftab Rooh-o-Rawan-e-Jahan Hai Tu Lyrics || Barkate Raza

Hakeem-ul-Ummat Allama Muhammad Iqbal Alaihirrahmah ka ye nihayat hi fahmeeda aur roohani kalam “Ae Aftab Rooh-o-Rawan-e-Jahan Hai Tu” pesh-e-khidmat hai. Is bemisaal nazm me Allama Iqbal ne Gayatri Mantra ka urdu tarjuma nihayat hi haseen aur asar-angeez andaz me pesh kiya hai. Is kalam ke zariye qari ko kainaat ki haqeeqat aur khaliq-e-do-jahan ki jalwagari … Read more

Mera Dil Meri Jaan Meri Maa Pyari Maa Lyrics

Mera Dil Meri Jaan Meri Maa Pyari Maa Lyrics     मेरा दिल मेरी जां मेरी मां प्यारी मां Naat Khwan: Dilshad Noori Shayar: Dilshad Noori मेरा दिल मेरी जां मेरी मां प्यारी मां मेरी मां, मेरी मां, मेरी मां, प्यारी मां Mera Dil Meri Jaa(n) Meri Maa Pyari Ma Meri ma, Meri Ma, Meri … Read more

Dil Mein Jamale Gumbad E khazra basake Dekh lyrics || Barkate Raza

Dil Mein Jamale Gumbad E Khazra Basake Dekh Naat Information Details Naat Title Dil Mein Jamale Gumbad E Khazra Basake Dekh Poet / Writer Sajjad Nizami (Marhoom) Category Naat-e-Paak / Manqabat Naatkhawan / Reciter Multiple Sunni Reciters Naat Lyrics in Roman Dil Mein Jamale Gumbad E Khazra Basake Dekh,Unki Bulandiyon Ko Bhi Nazre Jhuka Ke … Read more

Jal Raha Hun Kal Nahin Parti Kisi Pehlu Mujhe Lyrics

Jal Raha Hun Kal Nahin Parti Kisi Pehlu Mujhe Lyrics   Sadaye Dard The Painful Wail Jal Raha Hun Kal Nahin Parti Kisi Pehlu Mujhe Haan Dabo De Ae Muheet-e-Aab-e-Ganga Tu Mujhe   Sarzameen Apni Qayamat Ki Nafaq-Angaiz Hai Wasl Kaisa, Yaan To Ek Qurb-e-Firaq Angaiz Hai   Badle Yak Rangi Ke Ye  Nashnayi Hai … Read more