Sawali Ne Aaqa Ke Roze Pe Jakar Nihayat Hi Pyari Aur Dil Kash Naat-E-Paak Hai. Is Me Huzoor Sallallahu Alaihi Wasallam Ke Dar-E-Aqdas Ki Barkaat Ka Bohat Hi Haseen Bayaan Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Barkat Bhari Naat Ke Alfaz Mulahiza Farmayein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Sawali Ne Aaqa Ke Roze Pe Jakar |
| Poet / Writer | Anwar Qadri |
| Category | Naat-E-Paak |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Sawali Ne Aaqa Ke Roze Pe Jakar Lyrics In Roman
Sawali Ne Aaqa Ke Roze Pe Jakar
Sada Jab Lagai Savare Savare
Khuda Janta Hain Dar Mustafa Se
Murad Apni Pai Savere Savere
Faza Se Barsate Hain Rahamat Ke Moati
Zaban Par Muhammad Ka Nam A Raha Hain
Ye Kiske Pasine Ki Khushbu Urakar
Saba Aj Lai Savere Savere
Murado Se Bhar Laenge Apna Daman
Isi Arzoo Main Jiye Ja Rahe Hain
Kabhi To Muhammad Ki Mahefil Main Hogi
Hamari Rasai Savere Savere
Bandha Jab Tasvvur Dayare Nabi Ka
Kati Rat Salleala Kehte Kehte
Kiya Hain Wuzu Main Ne Ashko Se ‘Anwar’
Jo Yad Unki Ai Savere Savere
Sawali Ne Aaqa Ke Roze Pe Jakar Lyrics In Hindi
सवाली ने आक़ा के रौज़े पे जाकर
सदा जब लगाई सवेरे सवेरे
ख़ुदा जानता है दर-ए-मुस्तफ़ा से
मुराद अपनी पाई सवेरे सवेरे
फ़ज़ा से बरसाते हैं रहमत के मोती
ज़बां पर मुहम्मद का नाम आ रहा है
ये किसके पसीने की ख़ुशबू उड़ाकर
सबा आज लाई सवेरे सवेरे
मुरादों से भर लाएंगे अपना दामन
इसी आरज़ू में जिए जा रहे हैं
कभी तो मुहम्मद की महफ़िल में होगी
हमारी रसाई सवेरे सवेरे
बंधा जब तसव्वुर दयार-ए-नबी का
कटी रात सल्ले-अला कहते-कहते
किया है वज़ू मैंने अश्कों से ‘अनवर’
जो याद उनकी आई सवेरे सवेरे
Sawali Ne Aaqa Ke Roze Pe Jakar Lyrics In Urdu
سوالی نے آقا کے روضے پہ جا کر
سدا جب لگائی سویرے سویرے
خدا جانتا ہے درِ مصطفیٰ سے
مراد اپنی پائی سویرے سویرے
فضا سے برساتے ہیں رحمت کے موتی
زباں پر محمد کا نام آ رہا ہے
یہ کس کے پسینے کی خوشبو اڑا کر
صبا آج لائی سویرے سویرے
مرادوں سے بھر لائیں گے اپنا دامن
اسی آرزو میں جیے جا رہے ہیں
کبھی تو محمد کی محفل میں ہوگی
ہماری رسائی سویرے سویرے
بندھا جب تصور دیارِ نبی کا
کٹی رات صلِ علیٰ کہتے کہتے
کیا ہے وضو میں نے اشکوں سے انور
جو یاد انکی آئی سویرے سویرے