HAM DAR-E-AAQA PAY SAR APNA JHUKA LETAY HAIN NAAT LYRICS - BARKATE RAZA - NAAT LYRICS

HAM DAR-E-AAQA PAY SAR APNA JHUKA LETAY HAIN NAAT LYRICS

Ham Dar-E-Aaqa  Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain
Sach Bataana Array Duniya Tera Kya Letay HainUss Ko Aankho Pay Bithaatay Hain Zamaane Waalay
Jiss Ko Mehboob -E-KHUDA Apna Bana Letay Hain

Waqt Ki Kaif Nahee Hay Ye Karam Ki Baatein
Jab Bhi Sarkaar  Ki Marzi Ho Bula Letay Hain

Gham Kay Maarou Ka Tabeebo Na Karo Koi Elaag
Ham Ghame Ishq-E-Nabi  May Bhi Maza Letay Hain

Patharou Tum Tou Ho Pathar Magar Aaqa  Meray
Tum Say Gar Chaheu Tou Kalma Bhi Parha Letay Hain

HAM DAR-E-AAQA PAY SAR APNA JHUKA LETAY HAIN NAAT LYRICS

Jab Nahi Milti Kahee Say Bhi Sukooun Ki Daulat
Teri Mefil Teray  Dewaanay Saja Letay Hain

Ye Bhi Sarkaar) Ki Rehmat Hay Karam Hay Unka
Ham Jahaa Jaey Wahaa Rang Jamaa Letay Hain

Gumbad-E-Khazra KHUDA Tujh Ko Salaamat Rakhay (Aameen)
Dekh Letay Hain Tujhay Pyaas Bujha Letay Hain

Ek Ghuzarish  Naat Lyrics

Ek Main Hi Nahi Un Par Qurban Zamana Hai  Naat Lyrics

 

Ham Dar-E-Aaqa  Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain Naat Lyrics

Du’ã when you see something you like

Aisha رضي الله عنها narrates,

When Rasúlullãh ﷺ saw something he liked, he would say:

اَلْحَمْدُ لِله الٌَذِيْ بِنِعْمَتِهِ تَتِمُّ الصَّالِحَاتُ
Translation
Praise is to Allãh by whose grace good deeds are completed

And if saw something he disliked, he would say:

اَلْحَمْدُ لِله عَلَي كُلِّ حَالٍ
Translation
Praise is to Allãh in all circumstances (good and bad).
(Ibn Majah)

Faslon Ko Takalluf Hai Hum Se Agar  Naat Lyrics

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar  Naat Lyrics

Barkate Raza Naat Lyrics

Do not talk excessively

Abdullãh bin Umar رضي الله عنه narrates that Rasúlullãh ﷺ said,

“Do not talk excessively without remembering Allah, because such excessive talk without the mention of Allah causes the heart to harden, and the person furthest from Allah is a person with a hard heart”
(Tirmidhi)

Ham Dar-E-Aaqa  Pay Sar Apna Jhuka Letay Hain

The evil thoughts of a person

Abu Hurairah رضي الله عنه narrates that Rasúlullãh ﷺ said,

“Allãh has forgiven my followers for the evil thoughts that occur in their minds, as long as such thoughts are not put into action or uttered.” (Bukhari)

Leave a Reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

%d bloggers like this: