Milaad Ki Rattiya Dhoom Yay Thhi Ik Raaj Dulaara Aawat He Lyrics
Milaad ki rattiya dhoom yay thhi ik raaj dulaara aawat he
Lolaak ka sayhra sar so he wo ahmad pyaara aawat he
Huron nay kaha jab bismillah! ghilmaan nay pukaara illal lah!
Khud rab nay kaha masha allah mahbub hamaara aawat he
Jibreel e amiin yay kehtay chalay eh arshiio tumray bhaag jagay
Tazeem ko sab ho jaa-o kharray sardaar hamaara aawat he
Yaseen ki chamak he daatan mayn taahaa ka karishma aanghan mayn
Walfajr ka jalwa gaalan mayn wo arsh ka taara aawat he
Maazaagh ka kajla nein bharay wa sh-shams ka battna mukh pay malay
He meem ka gonghatt sayhray talay wo rab ka sanwwaara aaat he
Dharti say milaa aafaq charrha mumtaaz yay ghal thha chaaron taraf
Lo haq say milnay sallay ala sardaar hamaara aawat he
main gada tu mera sultan madine wale Lyrics
dayar-e-mustafavi ke safar ki baat karo Lyrics
kamlii vaale kaa jab nagar aayaa Lyrics
tere dar ka gada le ke kaasa shahaa hai khada aaj tere ye darbaar me lyrics
ik nazar mujh pe bhi sultan madine wale lyrics
kabhii suu-e-Gariban bhi nazar ho ya rasool-allah lyrics
Ay Khatm e Rusul Maaki Madani Naat Lyrics
Milad e Mustafa ka Jashn Naat Lyrics
Naat Sarkar Ki Parta Hoon Naat Lyrics
Taiba Ki Hai Yaad Ai Naat Lyrics
Ali Ali Karna Zaroor Chahiye Lyrics
Famous Naat Khawan – Naat Khawan List
Asad iqbal kalkattavi Naat Lyrics
Shahbaz Qamar Fareedi Naat Lyrics
MILAD SPECIAL MEDLEY Naat Lyrics By Hafiz Tahir Qadri